Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai
    Dear aap sab members say mera aik question hai kia kisi member nay forex trading main main kabhi stop loss dia hai..
    Hamain chiay kay forex trading main hamesha take profit limit or stop loss lagain.
    Laikin ham nahi lagatay or wait kartay hain. Jis waja say hamara account aksar wash ho jata hai insta forex ka bonus account
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslamoalikum brother apnay bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt forex main stop loss bahut ahmiat rakhta hai aur jb account wash ho jaiay tou uski ahmiat aur zaida hi jati hai hai loss ko fix krnay ya es say bachnay k liay yeh aik bahut achi chez hai stop loss aur es say faida uthaya jana chiay apnay ap ko loss say safe krnay aur apnay account ko wash honay say bachanay k liay
    • #3 Collapse

      main yeh samjhta hon kay forex trading main stop loss ko use karna bohat zaroori hai aor jo log stop loss ko use nahi kartay unkay account aksar wash ho jatay hein yeh is liye hota hai kay wo SL use nahi kartay. Main pehlay use nahi karta tha jab mera account 2-3 bar wash huwa to main nay isi lazmi use karna start kar diya.
      • #4 Collapse

        han mere dost forex trading business main stop loss bohot bar lagaia hai aor hit bhy bohot bar ho jata hay aor trader ko chhy kah trading main hamesha stop loss aor take profit lagain aor trader ko market ka wait karna chhy aor trader account wash na karain aor good management account ky kia karain aor stop loss use karain phr account easy wash nhy ho ga.
        • #5 Collapse

          Dear aap bukal thek kaha rahay hain main aap ki baat sa itafaq karta hoon ki take profit ki tarha stop lose be bhot zarrori hay iss ki waja ya hay k jab be aap ko trade lose main chali jahay tu us time ager aap na stop lose lygaya ho tu aap ka account wash hona sa bach ja hay ga lakan aksar aasay hota hay k trader stop lose nahi lagatay hain tak trader reverce ho jahay aur ka lose recover ho jahay lakan aksar account wash ho jata hay
          • #6 Collapse

            forex trading main stop loss ko set lazmi karna chahye q k yah aik online bsuiness hai or es main risk ka factor bhi boht zeyda hota hai es liye es main yah bat ko mind main rakhna chahhye k jub hum trading karen tu es main risk ko kam invole karen or stop loss aik acha point hai jis se hum kafi had tak apny account ko save rakh skty hain
            • #7 Collapse

              jab main nay apni trading ko kerna start kaya.tab mian nay apni trading main kabhi bi stop loss use nahi kiya jis ki waja say mujay is business main buhat sa loss howa.or us kay bad say main apni trading main stop loss ka use zaror kerta hoon is say mujay trading main zayada loss nahi hota.or ager ho bi jay to main unloss ko buhat jald recover bi ker leta hoon..
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                slaam to all forum members...g main na is complementary rakha how ha baz dafa he isa howa ha jab main stop loss use nahi krta us ke bhe waja kush strategy hoti ha lakin zyida tar trade main main stop loss zaror use krta hon meri bhi yahi suggestion ha ka app stop loss zaror use kyia krin isa krna sa app ka capital ik had tak safe rhta ha..

                اب آن لائن

                Working...
                X