Loss se pehle khod ko trading ke ley tayar karen

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss se pehle khod ko trading ke ley tayar karen
    Aksar logon ka mind loss ke bad hi active hota hai is ley pehle se tayari karni chaye tah ke loss ki nobat hi na aye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul bhai ap ke bat sahe hy hamen forex trading ma achi tarah paractice karni chaye demo account ma and apny ap ko trading k liye prepare karna chaye ta k ham jb real account ma trading karen to achi tarah har kism k halat ko face kar saken
    • #3 Collapse

      agar ap yeh chahtay hein kay loss na ho aor ap trading without loss kay karen ya loss say bachein rahien to eak kaam karen ap pehlay apney analysis karen aor phir market main trade lagayen to apko loss nahi hoga loss is liye hota hai kay hum log pehlay soch samajh kar trading nahi kartay.
      • #4 Collapse

        G ye zaroori nhi hy k sab ko first time loss hi ho kiok agr hum forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil kar k kartay han aur analysis kartay han aur trading market ko dekh kar samjhkar kartay han tu ap profit earn kar saktay han
        • #5 Collapse

          Agr koi forex trading business ko learning kar karta hy aur forex trading business mein mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil karta hy aur phr real account mein trading start karta hy tu phr profit earn kar sakta hy aur loss se bach saktay han
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            loss se pahly khud ko tiyar karny k liye demo account aik best option hai jis main pahly trading ki practice karni chahaye q k hmari jitni achi trading ki practice hogi otna he hum acha trading ko handle kar skty hain es liye loss se bachny k liye learning or practice donu hmary liye boht zaroari hoty hain trading main

            اب آن لائن

            Working...
            X