aap ko emotional ho kr trading nahi krni chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    aap ko emotional ho kr trading nahi krni chaye
    bhai jan agir aap trading kr rhy hain to is man loss bhi hota hai koch trader loss hony ki waja sy emotional ho jaty hain or zuada trade lgaty hain jis man zuada trade wrong lag jati hain jis ki waja sy zuada loss ho jata hai is luy khty hain trading krny k luy khod pr control hona chaye
     
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear forex users hamain emotional hokar trading nahi krni chaiye balke aik alehda kamrai mai sakoon se trade krni chahiye or na hi koi tension le kr trade krni chahiye hamain apni sab tensions or emotions ko door kr ke trade krni chahiye or trading mai loss bhi hota hai lekin hamain chahiye k emotional hokr tade na kren blkai itmenan se trade krni chahiye
    • #3 Collapse

      Simple lafzon main ham ye kahin gy kay kabhee bhi market say badla leny ke koshish na kren. Jab ap market say badla leny ke koshish karen gy to us main apko zaida nuqsan hoga. Kun kay jab loss ke wajha sy ap ghusy ma aaty hn to us ghusy ma ap wo decisions lety ho jin sy mazeed apko loss hota ha. To hamesha ap jazbat ko kabu ma rakh kar trading karen.
      • #4 Collapse

        G han dear ap ny bilkul sai kaha hy k emotional ho kr trading nae karni chahye q ky agr ap emotional ho kr trading kry gy too iss main ap ko nuksan e hoo ga....is liye zaruri hy k jb be trading kry too free mind syy kry or fesh hoo kr kry orr agr apko trading main loss be hoo jaye too us ko ziada serious mtt lyy or patience syy kaam ly....
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: chand7865 پيغام ديکھيے
          G han dear ap ny bilkul sai kaha hy k emotional ho kr trading nae karni chahye q ky agr ap emotional ho kr trading kry gy too iss main ap ko nuksan e hoo ga....is liye zaruri hy k jb be trading kry too free mind syy kry or fesh hoo kr kry orr agr apko trading main loss be hoo jaye too us ko ziada serious mtt lyy or patience syy kaam ly....
          jee hain bhai aap ki bat thek hai emotional ho kr trading krny sy hmara apna he loss hota hai hum ko jo bhi trade lgani ho bohat soch kr relux ho kr trade lgani chaye agir wrong trade lgain gy to hum ko loss he kry gi or agir aap ko achi trade na mil rhi ho to wait kr lana chaye jald bazi man wrong trade na lgain
           
          Removed by Moderator
          • #6 Collapse

            Jee haan forex ko emotional hokar kabhi bhi nahi karna chahiye kyun kay yeh bahut he critical business hai aur isme loss bhi bahut zyada hota hai aksar log yeh dekh kar bahut pareshan ho jate hai to iska ka sabse behtreen tarika yeh hai ke hamesha stop loss koi use kare ke zyada lambi trade lag jane ki surat mein hum usi waqt close kar sakin ya automatic close ho jaye..
            THKS
            • #7 Collapse

              G friend ya tu thek hai k jazbat ma aa ker trad nai lagni chiya kyun k aksar lose he hota hai profit nai hota forex trading ma sber chiya hota hai jazbaat nai jazbaat ma trading kerna apna ap say dhokha khana hai
              • #8 Collapse

                g bhai ap ne bilkul thek kaha hai forex trading me emotions se bachna he chahye chahy wo emotions positive hon matlb earning ki khushi ki waja se bhi log apni old strategy ko revise karty rahty hain jab k market ko analyse karny ki zehmat nhi karty ase surat me bhi ham ko loss ho sakta hai es lye hamisha apny emotions par control rakhna boht important hai
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
                  bhai jan agir aap trading kr rhy hain to is man loss bhi hota hai koch trader loss hony ki waja sy emotional ho jaty hain or zuada trade lgaty hain jis man zuada trade wrong lag jati hain jis ki waja sy zuada loss ho jata hai is luy khty hain trading krny k luy khod pr control hona chaye

                  My dear friend AP ny bhot hi acha question poucha ha Mary khayal ma him logo ko apny emotion ko mukml control krna Chaya kau Kay is ki waja sy him logo ko loss ho skta ha
                  • #10 Collapse

                    Trading aisa business hai ke yahan na chaty howay bhi kbi na kbi emotional hona parta hai aur yeh trader ke bas se bahr ho jata hai lekin kamyab trader asay moqay ko handle kar lety hein jis se in ki trading baqi ki nisbat alag ho jati hai
                    • #11 Collapse

                      Forex trading main emotional ho kar work nahi kiya ja sakta agar ap nay is per work karna hai to apko chahiye kay ap emotional na hon balkay mentaly strong ho kar trading karen ap jitney zayada strong hogey utni achi trading kar payen gein. ap ko hard work karne ki zaroorat hai.
                      • #12 Collapse

                        Dear aap ki baat bukal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k dyunia main kohi be bussniss ho us ko kabi be emotional ho kar nahi kar saktay hain emotion ayr bussniss dono different thangs hain emotion ka talaq dil sa hay jab k bussniss mind sa keya jata hay iss laya jo bussniss be emotional ho kar keya jata hay us us main kamyabi k chance bhot kam hotay hain aur instaforex main ager aap apna emotion ko control nahi karan gay tu bara lose ka chance ho ga
                        • #13 Collapse

                          Bilkul sahi baat hy forex ak aisa business hy jis main app profit or loss dono soorton main emotional ho jatay hain jab new trader ko profit hota hy to wo lalach main a jata hy or mazeed profit lainay k lie big size lot ki trade krta hy jis se loss ho jata hy isi tarhan jb newbi ko loss hota hy to bhi wo emotional ho kr apne loss ko ak hi din main recover krna chahta hy jis se loss kr baithta hy so forex krtay huay apne emotions pe control rkhain ta k loss se bcha ja sakay
                          • #14 Collapse

                            bohat acha sawal ha ager hum ko achi trading karni ha to per hum ko bohat ahci earning hoge laken ager hum apni emotion ko control ma nhi kar sakta ha to per hum ko chahaye ka hum trading na kara q ka ager hum emotion ma trading karta ha to per hum ko bohat loss hoge or hum ko per earning hasil karni hoge.............
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: hassan4832405 پيغام ديکھيے
                              bhai jan agir aap trading kr rhy hain to is man loss bhi hota hai koch trader loss hony ki waja sy emotional ho jaty hain or zuada trade lgaty hain jis man zuada trade wrong lag jati hain jis ki waja sy zuada loss ho jata hai is luy khty hain trading krny k luy khod pr control hona chaye
                              dekhay forx business hi aysa h k ap jb bhee trading krte he to ap ku khi na khi loss ka sana krna hi prh jata h aur zyda tr tu members emotional hu kr trading hi chorh dete he jis se wo haar maan jate he is liye mere khyal m un ku thori himmat rkhni chhye ta k wo apne ap ku bahter bana kr zyada earning kr sakay.....

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X