Ups and downs on the Forex market

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    yeah! brother forex trading ma aksar market up down hoti hi nazar ati hai so humy chaye k jab market up ho rahi ho tw forn trading karni chaye or zyda sy zyda profit gain kar sakty hain or ar market down oh rahi ho tw apko chaye k seel kar den
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      ups and down tu market me aam hai g kabhi bhi market ups and down hoti hai jitni ziada up hgi utni hamein achi earning hogi aur jitna down hoga utne he hamein loss hoga
      • #198 Collapse

        forex market me ups and down to aate hi rahate hai agar apako profit karna hai to aapko har baar bahut hi hhard work karna ohga ur apako bahut hi soch kar hi trade karna hoga to hi aapko success milta hai warna nahi milta hai apako bahut hi jyada profit karna hai to aapko har baar soch kar hi aage jana hoga
        • #199 Collapse

          yes dear agree with u forex trading ke business mein ups and doen aty rehty hain lakin humy har wakat market ko dekhty rhna chahiye ...touch ma rhy gy to profit bearn kr ly gty
          • #200 Collapse

            forex market main ups and down atee rehtee hain and yee depend is bat par karta hain k app k pass capital ho ga tou pherr app ko loss main bee janee k bawajood mukalmal loss nai ho ga janab
            • #201 Collapse

              well I think if you will do forex trading for long term so you will see there is only a one single trend for the six months and it is also have minimum risk and have more chance to earn more and more.
              • #202 Collapse

                foreign currency main ups reduce hi ki waja se seem ko income as well as decrease hota hai lehaza seem ko industry ko continus anaylsis kerne chaye hard working ke sath kam Karin to be able to profitable create ke odds bahut zada hain.
                • #203 Collapse

                  mai samjta hu humay is mai indicators mai ache say he study karna hota hai is waja say mai samjta hu jo yaha per indicators use karta hai wo success rehta hai
                  • #204 Collapse

                    ji bilkul friend forex market mai up and down hoty hia hamy chaihye kai ham forex trading say pehly planing kary aor markets kai trends ko zaroora check kary buhut hi important hai market analysis
                    • #205 Collapse

                      forex mai achay buray halaat atay he rehtay hai yahe tu forex ka kaam hai and es mai he hamay profit hai agar ye na ho tu market kesay chalay bro
                      • #206 Collapse

                        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, Forex ki market mein humein daily basis pey ups and downs face karnay partay hain, aur yehi ups and downs ko rightly aur properly understand kar kay he hum apni trades ko profit aur loss mein close kartay hain, iss leay humein properly learning aur understanding kay saath Forex mein working karna chaheay...
                        • #207 Collapse

                          forex trading mai market per basicaly humay support and resistance ka theak say ache say he ilam hona lazmi hota hai is mai ap in dono cheazo k bagair profit gain nhe kar sakte hai is mai apko is ko follow kar k chalna parta hai then usi base per he ap good trader ban pate ho and humay trading mai main way yahe hote ha
                          • #208 Collapse

                            forex trading mein profit ya loss market price ki up or down movement py hi depend krta ha k jb market price upar ya neechy hoti ha to hamein pips ki surat mein loss ya profit hota ha. jo is movement ko smjhny mein kamyab ho jata ha wo forex trading mein success b hasil kr leta ha.
                            • #209 Collapse

                              Forex market hamesha movement main rehti hy aur kabi up hoti hy aur kabhi down. Hamain market key trend key mutabiq lots lagani parti hain. Agar aap ney buying ki hy aur market selling par ja rahi ho to aap ko loss ho jata. Is main aap ko chaheye keh aap stop loss ka use karain, takeh market aap ko ziada loss na dey sakay. Agar aap ney proper learning ki ho to aap kisi na kisi tarah loss sey bach saktey hain.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                market kabhi aik jesi nh hoti kabhi up and kabhi down isi main sy ap ny apni skills ko increase kana hard working kar k kb kis pay trade lgani hy r profit ko kysy earn karna hy yeh sab knowledge r experience sy aiy ga

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X