Traders Trend reversal ke confirmation kis trah say karty hain ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders Trend reversal ke confirmation kis trah say karty hain ?
    Trading kay doran yeh pata chalana bohot he mushkil hota hai ke abhi market ka trend change ho gyia hai ya change ho raha hai.

    App say pochna tha ke market mai trend reversal ka pata kis trah say chalta hai aur iss kay liye ham kon say indicators use kar sakty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen trend reversal ki confirmation market ki movement ko jaudj krne se hoti hai jab ham dekhte hain k hamare analysis k motabiq market men closing ho rhi hai aur ab market reversal men candle close kr khi hai tab hamen koi action lena chahiye air han ha bi zaruri hai k ham market k over bought aur over sold ko bhi zarur apne mind men rakhen tabhi hamen kamyabi mill sakti hai
    • #3 Collapse

      Dear ham forex trading market ki next moment ka andaza market k anaylsis sy yani chart ko achi trah analysis or k aor read kr k laga sukty hain kisi bhe pair ki moment ka next trend ya moment ka andaza ham chart k d1 sy ya as sy oper k chart ko anaylsis kr k laga sukty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Aap apni trading mein moving average ko use karain iss se aap ko market reversal ka pata chal jat hai aur aap ko chahyea kay aap apni trade ko best entry point dain aur iss kay lye aap apni trades ko support aur resistance per open karain

        اب آن لائن

        Working...
        X