The main cause of losing confidence on trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #211 Collapse

    g hna mere hisab to to main cause ye hai is mein confidence lose hone ka ke hm shuru mein jb thora profit banate hain to ye samajhte hain ke hm shayad bohat ziyada earning karleneg aur us wajah se greedy hojate hai aur phir ziyada risk lekar trading karte hain aur apni saari money lose kar baithte hain.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #212 Collapse

      ye to hai k jab ap ney confidence hi los kar lia hai forex main to ap ko to is sey nuqsan hona hi hai akhir.
      • #213 Collapse

        The currency market is not about working hours because Almtjarh exchanges between banks that are located in different parts of the world. And the major changes multi-currency prices, which helps to do some business operations within one day and see that distinctive Forex Market
           
        • #214 Collapse

          is main sub say bari waja yahi hay k log is main greed karty hain is liye hi un ko loss hota hay jnab...wesay loss bahi hota hay jnab...a good job jnab..
           
          • #215 Collapse

            Things common between Forex and stock markets or other markets, trading markets,Forex works in the same way - and even more so: with foreign exchange You can control the amount of money up to 500 times greater than the initial investment of foreign .anakd has additional advantages over other types of financial instruments. Investors can
             
            • #216 Collapse

              forex ke business me main losing ka cause tab he hota hai ke jab aap is business me trading achi tarha se karte hain jitni achi trading aap is me karte hain utna he zada acha profit is se aap kama pate hain is lye confident reh kar he is me kam karna chahiye .
              • #217 Collapse

                My dear friends kisi bhi business main ya job main ya kisi bhi kam main successful hone ke liye be confident hona bohat hi important ha. Confidence ke bagair koi bhi kam mumkin nai ha. ic liye trading main bhi confidence ki bohat zarorat hoti ha.
                • #218 Collapse

                  gee forex main apna confidence na khona chahe aor is main apna kam bhrosy aor itmad say krna hi bhtr hota ha aor is trah trading main losing nhi ho gi oar trading main profit haisl ho ga aor achi trade ho gi
                  • #219 Collapse

                    han g buht se log hote han jin ka pas confident ni hota jis ki wja se bhi kuch loss ho jata h apko jitn azada profit hoga apka confident bhi bherta jye ga ap zada mehnat kero or isko smjho tab hi ap is per kam ker kste han
                    • #220 Collapse

                      mere khiyal se forex me loss hone ki ak waja toh yh he ke ham learn nahi karte or isi waja se phr loss hota he or hamara confidence be kam hota jata he agar ham learn karen ge toh hamara confidence be acha ho ga or ham success se kamyaab trader hon ge jese jese hamara knowledge or experinece acha ho ga
                      • #221 Collapse

                        dear kisi b kaam mein over confident nhi hona chaiye kyon ko over confident ke waja sa wo kaam complete nhi ho sakta hame apne emotions ko control mein rakhna chaiye kyon ka es sa banda over confident ho jata ha jo ka traders ka leye nuksaan ha
                        • #222 Collapse

                          Main cause jis ki waja say hum trading maen apna confidence loose ker dity hain wo hy humeri education ki kami humeray trading maen experience ki kami jes ki waja say hum ko trading maen loss hota hy our hum pher slowly confidence ki.loose ker dity hain our wrong decision ker k our nuksaan kerty hain
                          • #223 Collapse

                            I strongly agree sir, using direct practice then we will be able to trade very well sir because I will be able to make a trade outcome is very safe sir by the way my experience will also be able to...
                            • #224 Collapse

                              Trading mai trader ko loss b hota hai or apni knowledge or strategies ki base pr acha profit b earn kr skta hai or mere khyal say mostly traders ko trading mai loss honay ka main reason Greed ya phir emotional ho kr trading krna ho skta hai Q k jb b trader ko trading mai loss hota hai to wo emotional hota hai or apnay loss ko recover krnay k liye emotional ho kr trading krta hai jiski wja say usay mazeed loss ho jata hai.
                              https://t.me/pump_upp
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #225 Collapse

                                Meray khayal main to jab aap ko loss ho jata hay to trader apna confidence bhi lose kar data hay, ye bilkul bhi thik nai hay, bhai bus km kartay rahain, profit aur loss to hota rehta hay business main, is main koi maslaa nay hay, u should beleive on u that can do it, and thats it,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X