Lot choti rakhen
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lot choti rakhen
    Agar ap risk free trading karna chahte hn tu ap lot size ko kam se kam rakhen ta k loss ki soorat mn ap ki investment zaee na ho ,, aik bat yad rakhrn k loss itna ahm ni ha zaroori ye ha k ap ki investment zaee na ho kyn k agar ap ki investment bachi ho gi tu ap apna loss asani se recover kar sakte hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes brother ap ne bilkul thek kaha hai agr ham lot size low rakh kar bhi kam karain to ham ko acha profit bhi mil jata hai or loss se bhi bachny ka boht acha tarika hota hai es me agr ham thora sa sabar kar lein to es se ham ko acha profit mil jata hai or hamara bonus bhi zaya nhi hota or withdraw leny k bad ham dubara earning kar sakty hain
    • #3 Collapse

      Aslamoalikum brother apnay bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon lot ko hamesha chota hi rakhna chaiy q k es say loss ka dar kam ho hai aur smooth trading kr saktay hain aur chutti lots k sath aik aur choti lot k trading b ki ja sakti hai agr ap usay hold kr sakain aur ap itnay skillful hon tu
      • #4 Collapse

        Bhai jan mein ap ko kahoun ga kay ap jitni marzi lot rkhein lakin ap ko chahye kay mony mngment ko zaror amal karein ic sy ap ka acount itni jaldi nuqsaan mein nahi jayee ga blkay thoraa waqt lay ga - lakin yeh hota kam hee hay ap kay munafaa kay mawaqay ziadaa badh jatay hein - aur ice wajah sy baday treder hm sbko aik he nasehat karty hein kay hmein mony mngment kpar amal karna chahye
        • #5 Collapse

          humean lot size apny bonus account capital ko diekh k he set kerna chahy pher he app money management achy say ker pain gay forex main hard work karen gay to app us k her tool ko achy say seikh sgain gay our us main ap ko acha bonus milay ga our us k oper ap ko ache earning ho ge strategy strong honi chahy our aik plan k mutabik work kerna chahy
          • #6 Collapse

            mery dosto lot size ko jab tk aik trader control nahe kerta hai wo kabhe bhe us main aik successful trader nahe ban sagta hai koin k ager app lot size ko control nahe kren gay to app kabhe bhe account ko loss say yahan tak ak wash honay say bhe safe nahe rakh sagty hain to lot size ko control karein pher he app safe earning forex business main survive kerty hoey earn ker sagty hain
            • #7 Collapse

              g han bhai ap ny shai bat ki hai or main apki bat se garee hun forex trading aik risky business hai jsi main hmain apni trading main risk ko kam karty howe trading karni chhaye ta k humara account bhi safe rahy jub hum bari lot k sath trading karty hain tu hmain loss hony k bad hmary account k bnd hony k chances hoty hain es liye risk ko kam se kam involve karen apni trading main
              • #8 Collapse

                g bilkul news market pe kafi had tak asar andaz hoti hen.eslye news pe bhi depend karna chahye.news any k bad market mein kafi tezi ati hy.news k sath apki trade stratgy bhi honi chahye buy ya sell bhi market k hisab se karna chahye.jab news avilabel na hon to ap chart histry pe depend kar sakty hen.....
                :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                • #9 Collapse

                  G ap ny sahi kaha hai agar ap risk free trading karna chahty hai to ap lot size chota rakhy agar ap lot size chota rakhy gy to ap ko loss b us hisab sy kam hoga or ap k account wash hony k chances bohat hi kam ho jaye gy.
                  • #10 Collapse

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                    Agar ap risk free trading karna chahte hn tu ap lot size ko kam se kam rakhen ta k loss ki soorat mn ap ki investment zaee na ho ,, aik bat yad rakhrn k loss itna ahm ni ha zaroori ye ha k ap ki investment zaee na ho kyn k agar ap ki investment bachi ho gi tu ap apna loss asani se recover kar sakte hn
                    Assalamualaikum G bhai aapne bilkul theek Kaha par Mere Haal Mein Main Market movement Ko Dekhkar lot size choose karna chahiye Kyunki Kaise market move kar rahi hoti hai Uske hisab se agar aap lot size choose Karenge to aap loss Assamese recover ho jayega
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: amerfarooq پيغام ديکھيے
                      Agar ap risk free trading karna chahte hn tu ap lot size ko kam se kam rakhen ta k loss ki soorat mn ap ki investment zaee na ho ,, aik bat yad rakhrn k loss itna ahm ni ha zaroori ye ha k ap ki investment zaee na ho kyn k agar ap ki investment bachi ho gi tu ap apna loss asani se recover kar sakte hn
                      G bhai aapne bilkul theek Kaha Hame trading karte ho a lot size Usman Rakhna chahiye ICSE loss bhi bahut kaam Hoga aur slow hoga
                      FRD 07 TRADING JOURNAL

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X