apni mistake sy sekhin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    apni mistake sy sekhin
    bhai Jan jb aap trading krty hain to phir aap o's man koi mistake bhi krty hain jis ki waja sy aap ko Loss ho jata is luy aap ko jis mistake sy loss hota hai woh mistake aap ko thek kr lani chaye ta k next time aap ko o's mistake ki waja sy loss na ho aap ko mistake woh phir sy nahi krni chaye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    g dear kissi ko bhi loss wesay hi nahin ho jaata uss ki apni mistakes ki hi wajah say hota hay wo alag baat hay kay ham sab uss ko qimat ka naam day ker ignore ker daitay hay jab loss ho jaay eto usssay claim kerain apni mistakes ko note kerain or unko improve kerainn unn say seekhnay ki koshish kerain
    • #3 Collapse

      Yes Aisa Hee Hay Ke Mistake Nai Karna Koi Bari Baat Nai Magar Mistake Karke Usey Learn Na Karna Aur Again Again Repeat Karna Ye Bari Baa Thy Aur Negative Point Hy.
      Hamey Apni Mistake And Loss Se Dis Oppoint Honey Ke Bajye Usey Repeat Hone Se Rokhna Aur Learn Karna Chaiye Hy.
      # Wants Successful Trader & Also Wants Empower Other.
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto trading ma mistake hr kisi sy ho jti hy agr ap sy trading ma mistake ho jy to ap apni os mistake ko ignore mat kry Bilkay ap ko chy k ap apni os mistake sy seekhy agr ap apni mistake sy seekhy gy to he ap bry trader ban pya gya agr ap ny apni mistake sy na seekha to ap kbi bry trader ni ban gy es ly hamesha apni mistake sy seekhy...
        • #5 Collapse

          Samajhdar insan hmesha dosron ki ghaltion se seekhta he , apni ghakti se seekhna bhi bahi bat he, baz log to apni mistakes dohraty rehty hen, aisy log bilkul bhi kamyab nai ho sakty, q k jo apni ghlti se nai seekh paya wo kisi tarah bhi nai seekhta, is liy koshish ye jren k aoron ki ghaltion se seekhen aor khud ghaltion control kren ta k sirf aor sirf profit kama saken.
          • #6 Collapse

            forex trading main har trader sy koi na koi mistake hoti hai is wajha sy hum ya nhi kahe sahk ty k kise b trader sy koi mistake nhi hoti ku k trading market kab kaha move ho jaye is k bary main koi b 100% sure nhi hota bus apne analysis kr k he trading kr ty hain or aksar log k analsys galat b hojaty hain or kuch logo k sahi ya analysis experience pr depand kr ta hai sub kuch k kitne acha time diya hai app ne forex trading ko.
            • #7 Collapse

              jee haan forex ko jo bhe trader apni mistakes say siekhta hai wohi us main aik din acha trader ban pata hai to dosto ap pko bhe forex ko siekhan ho ga pher he app us main aik din aik kamyaab trader ban pain gay jo ap kisi our say itna forex ko nahe siekh sagty hain jitna app us ko apni mistakes say siekthy hain ghalti aik dafa hoti hai us ko repeat mat krean
              • #8 Collapse

                Mere bhai mai aap ki baat say agree Karta Hoon Hame Apne mistakes ko note down karna chahiye aur sab theek Na Chahiye give Forex trading members Forex trading 1 online risky business ideas Mein management of planning use karo trading plan banao take profit stop loss set karo market se guideline lo technical fundamental charts ko study karo Expert Opinion loss ke baad training start karo
                • #9 Collapse

                  bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko apni mistake ko correct karni hoge q ka ager hum apni mistake ko correct karta ha to per hum ko bounce be acha melta ha or sath sath ma hum ko experience be hota ha es leya hum ko chaheya ka hum apni mistake ko ignore na kara...........
                  • #10 Collapse

                    G bilkul sahi kaha sub NY hummy apni galtio sy sikhna chahiya phir hi hum taraqi kre skty Hy q k start ma tahRba kame hota Hy isliya galtiya ho jati Hy laqen wohi galtiya phir kamyabi ki stairs banti hy
                    • #11 Collapse

                      han mere dost forex trading business main apni mistake say sekhna must hay trader ko loss apni mistakes say hy hota hay kabhy aisa nhy hota hay kah trader right work karay aor us ko loss ho is liy trader ko mistakes say bachhna hay aor trading main experience and knowledge say trader karni hay.
                      • #12 Collapse

                        Forex trading business mein jab bhi loss hota hy tu kise mistake se hi hota hy aur forex trading business mein wo trader kabhi bhi kaamyaab nhi ho sakta Jo k aik mistake ko bar bar karta hy aur aik hi mistake se bar bar loss karta hy forex trading business mein wo hi acha trader ban sakta hy jo apni mistake ko cover karta hy aur apni mistake se learning karta hy
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Brother Forex Trading business main kisi kisam ki mistake ki koi gunjish nahi hay, jo bhee minor mistake karta hay wo loss hi karta hay, es liay agar koi mistake ho jati hay to us say learning karna chhayie. na keh bar nar mistake ho, jo bar bar mistake karta hay wo loss hikarta hay.

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X