Dosto, aj kay ic thread mein ap logu ko btana chahta houn kay forex mein ager ap kamyab hona chahty hein toh ap ko aik behtreen himat amli aur mony mngment kay sath hee chlna pday ga tbhi ap aik sahi kamyab treder kehlayein gy - mere yeh hikmat e amli koi bht ziadaa pecheeda nhi hy lakin apko kuch munasib mansoobay par amal karnaa hy - aur ic mansoobay mein ap logu ko chahye kay badaa timeframe ka istmaal karein - sb sy pehlay chart dekh letay hein kay kese istmal hui hy
sb sy pehly apko weekly mein aik system bnana hy ji smein ap wazeh torr parr apna aglaa trgt set kar skein kay merket yahan tk jaye ge - ic mein mpechay aur agay jo anay wali hy trendlines lagaa dein - aur ic kay bd apko karna yeh hy kay suport aur resistence lagana hy jese kay meine lagya ice trah merkt ko dekh kr lagana hy ab ajaty hein lower timeframes mein apnay h4 mein apni entry talash karni hy jb bhi merket suport resitence ya phr trendline ko choye ge - ic mein kisi qisam ka indictor istmal nhi hota albataa ap rsi ki divergance ka istmaal bakhoobi karr skty hein h4 ky timeframe mein entry letay waqt

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим