Trading plan ki ehmeyat
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading plan ki ehmeyat
    80% traders esy hey jo good trading plan ko nahi samjty jab key 20% traders ki kamyabi ki waja good trading plan hi hota hay, 80% traders hard work nahi karty aur learning na karny ki waja se loss ko face kar lety hey, good trading plan ka main maqsad hamy loss se safe rak sakta hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear bro ap ki post bahut ashy aur informative hy ,trading plan ki forex trading main bahut ziada importance hy jo traders planning ke sath trading kerty hn un ka successful rate bahut asha hota hy aur jo planning ni kerty un ki kamuabi ki ratio bahut kum hy ,good trading plan hamesha ap ka account safe rakhy ga
    Signature removed by moderator
    • #3 Collapse

      Near forex market Mein trading plan hai bahut jyada Niyat hai Hame chahiye ke hum Jab Bhi Apne instaforex bonus account for trading start karne lage toh Hame Ek trading plan banana chahiye.
      Jab Tak Hum trading plan nahi Banayenge Apne instaforex bonus account ke liye toh Hamari trading Oswal tax successful nahi hogi aur Hame Apne instaforex bonus account ko Bar Bar Wars Karta Hua dekhna Padega
      • #4 Collapse

        G han forex trding main planning bahut zaruri ha jb bhi banda trading main plan k sath chlta ha wo kamyab rehta ha kuch log plan nai krtay aur phir loss kr dety hain meray khayal main achi planning trading main kamyabi ki kunji ha. Lehaza hum sb ko pehly plan kr k us k bd trading krni chaheay
        • #5 Collapse

          g dear aap nay sahi baat ki hay kay forex trading may mostly traders ko pata nahin hay kay trading plan kiya hota hya or jo thora bohat jaantay hay woh acha plan bana nahin paatay jo kay failure ki wajah hay or jo kamiyaab hoty hay wo achay trading plan ki hi wajah say hotay
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
            80% traders esy hey jo good trading plan ko nahi samjty jab key 20% traders ki kamyabi ki waja good trading plan hi hota hay, 80% traders hard work nahi karty aur learning na karny ki waja se loss ko face kar lety hey, good trading plan ka main maqsad hamy loss se safe rak sakta hay.
            Salaam Alaikum JEE Main Apne Te Kaha Hum Kisi bhi kar Humko without planning ke ghar pe hain toh uss Mein kamyabi ke kam chance Hote Hain branding ke sath Hum 90% usko thik hai Kyunki aapke paas Agar plan hoga toh hai kamyabi ho gaye without plan kamyabi nahi haso Shakti
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
              80% traders esy hey jo good trading plan ko nahi samjty jab key 20% traders ki kamyabi ki waja good trading plan hi hota hay, 80% traders hard work nahi karty aur learning na karny ki waja se loss ko face kar lety hey, good trading plan ka main maqsad hamy loss se safe rak sakta hay.
              My dear friend trading without planning ho hi nhi skta or jtna acha him logo ka plan ho ga him log itni achi trading it skty ha is leya achi sy achi planning krna hoti ha
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                yes dear hamari planing jitni zada achi ho gi humari trading utni achi jaey gi or hum big losss se buch saktay hain jub hum aik planing kar kay trading kartay hain to hamari sari trading aik diciplne me hoti ha hum over trading or big lots use karnay se buch jatay hain ku kay hum nay rules kay hisab se trading karni hoti ha is liey har new traders ko chahiey kay wo aik plan or money management kay hisab se trading karay phr wo 100% success ho ga

                اب آن لائن

                Working...
                X