Why the Robots are so popular in Forex trading?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: sahed ramim پيغام ديکھيے
    This is because many of the Forex traders are beginners and in 100 percent only 3 to 4 percent traders are professionals who knows that Robots are fakes and causes damage. So the beginners don't have enough knowledge about Forex and they think that they will make money with Robots automatically which is a myth. So never trade with Robots and if possible take your time and learn to trade by yourself.
    hum roex par hum robot sa kam is time kar wata ha jub hum is ma point ko bana ta ha or bad ma jub hum in ko trade kata ha to hum in hud trade kata ha jiss sa hum eran kata ha or ager hum is ma loss ma jata ha to hum ko is ma point ko bana ho ga or ager hum is ma eran kata ha to good ha to hum ko is ma point ko bana he na he paraga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      dear friends mere kheyal se to robots forex trading me hamesha achy hoty hn .... but es k liye hamen first demo acount per practice krni chahiye or phr traading ki taraf ana chahiye ... q k hum trading per apna trading experience ko build krty hn or wahan se hamen ye pata chal jata hai k trading ko kese krna hai or wes me akamiyab kee hona hai .....
      • #93 Collapse

        bht se log rebot use karty hain lekin rebot ko use karna fida mand tab hi sabit hota h jab ap k pas bht sara balance ho, lekin jo insan apni mehnat se earn kar sakta wo ziada maza deta h kun k insan ki is main apni mehnat hoti h
        • #94 Collapse

          insan k kaam se zyada ek robot k kaam mein perfection hoti ha. jis kaam k liye ek robot ko design kia jata ha wo us kaam ko non-stop krta ha or perfect krta ha. is liye ek robot ko prefer kia jata ha.
          • #95 Collapse

            Robots bilkul bhi reliable nahi hain, lekin un ko sell karnay walay un ki marketing is tarhan kartay hain kay bohot se traders un ki baton mein aa jatay hain and robots khareed letay hain.
            • #96 Collapse

              robot ko forex trading mai bohot ahmiyat di jati hai forex trading mai hamay robot bohot faida detay hain forex trading mai hum robots ki madad sai auto trade krtay hain aur hum earn krtay hain.
              • #97 Collapse

                Robot ka use forex trading aik difficult task hai. Jisy sirf experienced trader he kar skta hai. Aur newbies ko pehly proper learning karni hogi. Phr he trading start karni chaiye. Warna koi faida nahi hai.
                • #98 Collapse

                  gee bhai mujhy is ka pta nhe he keh forex trading mein robort sahih kam krte hien ya nhe hmein khod apni trading mein kam krna he aur es mein shaih trading ko smmjh kr kam krna hota he phir fiada boht hota he
                  • #99 Collapse

                    robots k bajae ham ko manual trading ko preference dena chaye kiu k manual trading se hi ham ache trader ban sakte hian aor long time tak market main survive kar sakte hain
                    • #100 Collapse

                      forex trading me robot trade bhe hoti hai jo auto trade hoti hai jis ko hum fake trade bhe khety han kyoun k humen always robot trading me nuksan he hota hai isley humen manual trade karne chaye jis me hum apne marzi ki trade kar skhty han or successful bhe ho skhty han is lye robot trading me depend na karo
                      • #101 Collapse

                        Dear robot is lie popular ha kyun k robot aik asi cheez ha jis me hm khud se trading nahi karty hain lakin robot ka use karna khtrnak b ho sakta ha isi liye hmen chahe k hm robot ka use hmeshah soch smjh k kareen us k lie bari investment chahe hoti haa
                        • #102 Collapse

                          my dear buht se expert traders robot k sath b achi earning krte hain robot waisi hi trading krta hai jesi us ki technical setting ki jaati hai but new traders ko chaiye k woh first manual trading sekhein us k baad ap robot k sath b ap trading kr sakte ho
                          • #103 Collapse

                            dear robot meri nazar me bikul b popular nahi hey, jen traders ne robot use kar k trading ki hay un k knowledge me ho ga k es se un ko ketna loss or ketna kam profit howa hay.
                            • #104 Collapse

                              dear mere khiyal mai robot wo log use krte hain kin ko khud pe confidence nhn hota es liye ap ko smjh k es business mai kam karna hota hy ta k ap es business mai mazeed acha earn kar sako aur apnii life ko b set karo forex aik behtreen kam hy jo ap ko boht acha faida de skta hy,,,
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Robots or manual trading yeh dono different hai lekin robots kafi benefit dete hai lekin ek wakt aisa ata hai jis main robots bhi fail hojatey hai or ap manual trading per depend karey or kisi or cheez per nahi so robots kabhi use na kerna warna ap apna account washed ker bethoge

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X