Lalach SA bachye
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Lalach SA bachye
    ASLAMUALEKUM fellow members Forex bohat potentials rakhta hai iss main koe shak nahe aur jahan potential hoon wahan greed ka ajana bhe normal hai aur professional naam he iss ka hi ke ap apne emotion py control kase karty hain iss lea hamen trade karna hai experiance ke sath aur right approach ke sath aur iss tarah ke hum apne negative emotions lalach aur daar py qaboo paa saken
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Aslamoalikum dear brother ap ny bilkul thek kaha main apki es baat say agree krta hon no doubt lalach bahut boori chez hai es ka kabi b faida nei ho sakta her mumkin koshish krni chaiy k es say door hi raha jaiay q k esi main hameri behtri hai aur esi ki waja say hi hum apnay apko safe trade k trf lay ja saktay hain
    • #3 Collapse

      Walikum Asslam, Dear dear ap ne bohat achi bat note ki hai Forex Trading main jo cheez humain sab se zdya loss de skti hain wo greed ha humain greed pe fully control karne ki zarurt hai agr hum ne Forex Trading ma successful hona hai to ye bohat hi zaruri hai hamare liye ke hum greed or emotional trading se avoid karian jitna zyda ho ske avoid karian.
      • #4 Collapse

        Dear trader members market Mein avoid greenhouse Jaroori Hai knowledge Buri bulaya hai aap Koi se bachna hai trading emotional control board zaroori hai lalaj Ko avoid karna achi planning karna state ki banana aur Market ka fundamental technical analysis karna bahut zaroori hai
        • #5 Collapse

          G apki bat Sahi hai Ham ko apny uper bahot control karna hai ku keh agr Han ziada lalach karty Han to loss bhi ziada ho sakta hai es Lia ha ziada lalach ka chakar mein na jayn aur try Karan bahot kam margin ka profit rakh Kar trade Karan aur sace ho Kar trade Karan besham profit kam ho ge but loss bhi ni ho ga aur account wash ni ho ga to ham ziada earn Kar sakty han
          • #6 Collapse

            g han bilkul traders key ley lalach enemy hoti hay jes se bachny ki koshish har trader ko karni chaye, greed karny ki waja meri samaj me nahi ati traders ko unlimited trade open karny ka advantage hota hay per be kam profit waly trades ko close nahi karty, account safety key ley greed ko apny mind se bilkul be finish karna ho ga.
            • #7 Collapse

              Wa alaikum slam respected memebr apki bat darust hy jo log forex ko join kr chuky hyn or forex ko apna life career smjty hyn sb se phly jab wo trade lgaty hyn to analysis kr k trade lgain or us trade ko ap profitable bnana chahty hyn to ap ko chahiy k sabr se kam len or dosri sab se ahm chez hy k ap lalach se bchain jesa k ap trade lgaty hyn ap smjty hyn k itna profit bhtr hy to woh profit hasil kr len or mazeed lalach na kren yahi apky behtr hy
              • #8 Collapse

                Dear ye to hm sb he janty hy k lalach buri bala hy ar aik achy sy acha insan bhi mostly is cheez ka shikar ho jata hy qk ye insan ki nature hy k wo zada chahta hy wo apni zruraton sy zada chahta hy apni khuwaishon ko insan pura krna chahata hy jis k chakr me a k mostly hm lalach ka shikar ho jatyu hy r forex trading me ye ak bht bari galti hy is sy hm bht zada loss ka shikar ho skty hy so lalach sy bachiye r sabr r emotions control kr k apny kam py focus kry
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  sahi kaha bhai jan jahan tk mjhy lagta hy hmein forex mein anay sy pehlay hee ic par qaboio panaa chahye hmein nah kay forex mein blkay aam zindgi mein bi lalch sy dor rehnaa chahye yeh woh wahid chez hy jo hmein jhotay khawb dekhaa kar hmara sb kuch lay jati hy forex mein hmein chahye kay lalch sy nhi blkay aqal sy kam lein tabhi hm kamyabi ko choo skty hein asaani kay sath

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X