trader chahy new hon ya experienced Trading kay doran mistakes sab say hoti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader chahy new hon ya experienced Trading kay doran mistakes sab say hoti hai
    Experienced traders hon ya phir new traders , trading kay doran mistakes sab say hoti hai aur yeh trading ka hisa hai .

    traders ko chaiye ke woh apni mistakes per na he frustrate hon aur na he inn ko ignore karin balky try karin ke apni mistakes say learning karin .

    iss ka faida yeh ho ga ke kam iz kam woh bar bar aik he mistake kar kay apna capital waste nai kar rahy hon gaay.

    App ka kiya khayal ha
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul theek kaha ap ne.. Traders new hon ya experienced, mistakes zroor hoti hn ar loss b hota hy ... Forex me seekhny ka process kbi khtm nhi hota.. Hmesha insan seekhta hi rehta hy forex me.. Me ne boht experienced traders ko bhi demo pe new strategies bnaty dekha hy.. Agr unhen kbi loss na ho to wo demo pe kbi new strategies na bnaen
    • #3 Collapse

      yes dear ap ny bari achi bat ki hy waqi new ho y aold sab hi mistake karty rehty hy per kamyab hoi ho sakta hy jo ik dafa ki gai mistake ko bar bar na karta ho her bandy ko chahiya ky wo apny pas ik notebook rakh ly or us py apni mistake likhy or jab bi trade kary un ko samny rakhy taky un ko 2bara na kar saky yi ik acha tareqa hy apni mistake ko na dhurany ka...
      • #4 Collapse

        kamyab hoi ho sakta hy jo ik dafa ki gai mistake ko bar bar na karta ho her bandy ko chahiya ky wo apny pas ik notebook rakh ly or us py apni mistake likhy
        • #5 Collapse

          Behtreen idea ha keh agar mistake ho jaey to uss ko nore kar kiya jaey pgir aesi mistake dobara nahen hogi mistakes par confuse ya frustrate hone ke bajaey uss oar bahimmat aor mutmaen rahtey huay dobara uss se mahfooz rahen har ghalti aik sabaq zaroor chor jati ha jiss ko bholna naheb chahiay
          • #6 Collapse

            esa hi hai humain agr loss hota hai to humain bilkul bi tension nae leni chaiye ku ke Forex ki market main 100% koi kuch bi nae kah sakta hai ku ke Forex Trading ma jo new traders ate hain loss unko bi ho jata hai or jo expert traders hain unko bi loss hota hai islyie humain is bat ki tension nae leni chaiye balke apni learning ko continue karna chaiye.
            • #7 Collapse

              Yes my dear brother main aapki baat hai agri karunga Forex trading my mistakes part of trading Agar of account comment nahi karte toh aapka counter Ishq Mein Chala Jata Hai mostly traders stop loss set nahi karte khaskar khaskar bonus trader account ko bilkul bhi manage nahi karte Jiski wajah se account wash ho jata hai dear trading member experience ko use kare stop loss ko avoid Na Kare
              • #8 Collapse

                g bilkul tredr new hn ya experions Waly forex ak aysa beznus hy jis m hr bndy ko loss hota hy q k loss treding ka hisa hy es liy loss sy pryshan nhi hona chahiy blky apni mistak sy sekhna chahiy q k jo senior treadr hen wo es m boht zyada hard work kr k market ki movement ko smjh k achi treding krty hen phr b unhen loss face krna par jata hy r wo esy afoud b krty hen es liy forex m hm jitna sekhen gy Tim spend Karen gy otna zyda hmy profit earn ho ga q k loss r profit forex ka hisa hy es liy hmy pryshan nhi hona chahiy new treadr ho chahy senior treadr loss sub ko face krna prta hy.
                • #9 Collapse

                  Kafi achi point boli aap ne ke abhi tak aisa koi trader nahi hai jis se koi mistake na hui ho kyun forex trading main bachpan se learn nahi krte aarhe hain and hum jab learning phase main hote hain to kaafi kuch seekhte hain even professional experienced traders se bhi koi na koi mistake ho hi jaati hai to humara focus ye hi hona chaaye ke hum most out of most practice karen trading se jis se humara loss ka chance decrease rehta hai.
                  • #10 Collapse

                    Dear ap ny tk khaha ha ky is my koei be insan perfect ni hota is leay sb ko is business my apny ky leay knowledge experience ki both zarort hoti ha is leay hm jb be trend krty ha to ous my kbi kbi loss be ho jata ha or isi ly sb ko chaheya ky wo dome account pr practice krty rahy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: trader chahy new hon ya experienced Trading kay doran mistakes sab say hoti hai

                      market main hum jab kam karty hain to is main boht say log kam karty hain kuch logon ko ziada experience hota hay or kuch logon ko km experience hota hay magr is main jo log ziada expericen rakhty hain un say b mistake hoti hay kun kay ye mumkin nai hay kay kbhi koi glti nai ho glti say hi to hum sikhty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X