New traders ka starting mein loss hona

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New traders ka starting mein loss hona
    Dear forex trading mein jo new traders inter hoty haim shoru mein unhen loss hota hay to stress ly lety hain koe bhe kam hay agr ap usy shoru kar rahy hain to start mein apnko thora bahit nuksan hota hay loss hony ki reason talash kar k us ko cover karen gy tab hi ap achy traders ban sakty hain.. Achy trading karny k liye apni hi mistakes ay learn karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    I agree, boht achi bat kahi ap ne, forex me loss hona koi bri bat nhi lkn loss sy seekhna boht bri bat hy.. Boht sy log loss kr k b nhi seekhty aur mzeed loss krty jaaty hn.. Agr hm apny pesy zaya kr k b nhi seekh pa rhy to forex seekhny ka ar koi solution nhi.. Jb b loss ho us pe sochen k me ne kahan ghlti ki hy. Kon c ghlti pe ye loss hua ar us ghlti ko phr hmesha yad rakhen ta k aainda us sy bcha ja sky
    • #3 Collapse

      G sir forex trading k business main shuru main is liy ziada loss hota hy k ap ka aik to forex trading main trading ka ziada experience aur knowledge ni hota hy aur doosra ap bahut ziada jaldi karty ho k ap ko ziada sy ziada profit ho aur wo bi jaldi to is chakr main ap ziada loss kr jaty ho to is liy hem ko chahiy k hem cool mind ho k forex trading main trading karain
      • #4 Collapse

        start mai new traders kay pas itna knowledge aur trading ka experience nai hota hi jitna trading mai kamyabi kay liye chaiye hota hai . iss liye natural se baat hai ke in ko trading kay satart mai loss ka chance b ziada hota hai . new traders ko start mai honay walay loss say jaldi mayous nai ho jana chaiye aur apni mistakes ko note kar kay trading behtar karne chaiye.
        • #5 Collapse

          Ji kisi bi kaam k shuru main chunkay humara experience km hota hy is lie humain loss hota hy similarly forex k start main humara experience nahi hota is lie new traders ko loss hota hy so is loss ko dil pe nahi laina chahiye balkay positive le k apni galti se seekhna chahiye ta k humain again loss na ho
          • #6 Collapse

            ziyada tar asa hota hai ke jo new trader hote hain wo jald bazi karte hain new traders ki subse bari galati hoti hai jald bazi karna bagair business knowledge ke trading karna thory loss par ziyada tenssion lekr double trade kardena agr new traders ye galatiyan na karen to wo loss se door rahengy.
            • #7 Collapse

              Jo new traders ate hain unain start main Trading main un ko bohat learning ki zarurt hai or humain start main jo loss hota hai new traders ko wo zayda tension nae leni chaie hum ko Forex Trading aik bohat acha system hai or humain is main agr loss ho jaye to tension nahi leni chaiye ku ke ye Forex Trading main loss or profit dono ke chances hote hain.
              • #8 Collapse

                Bahut achi baat ha new traders keliay keh shuru men natajarba kari ki waja se loss hota ha lakin iss loss aor ghalti ko note kar ke dobara uss se bachen aor aesi strategy use karren keh dobara recover ho sake aor halat se pareshan hone ke bajaey kam ko himmat ae jari rakhen
                • #9 Collapse

                  g bilkul new treadr ko starting m loss face krna parta hy aksar bar bar acount wash krwa lety hen q k unhen treding ki knoliged nhi hoti es liy unhen advise Karen k apny demo acount py prectis r trening kr k apni mistak ko note Karen r bar bar acount wash krwany sy buchen q k hr bar loss afoud nhi kr skta koi b es liy jis techr sy acount verification krwaen us sy treding ki knoliged basil kr k phr demo py prectis r trening kr k apni strugry ko Mazbot Bnaen r earning hasil Karen. lekin loss forex treading ka hisa hy es liy loss sy pryshan nhi hona chahiy q k new treadr ko start m sub ko loss hi hota hy .
                  • #10 Collapse

                    Dear start may har ek business may loss k chances ziada hotha hay lekin forex trading may jab aap ko experience ho jata hay per trade kartay waqt Banda saari cheezo ka our market ka knowledge ho jata hay per loss k chances Kum hothay hay
                    • #11 Collapse

                      new trader start main loss he karta hai kun k new trader ko itna ziada experince aur knowlege hota nahi hai jiss sy us ko loss hota hai jesy jesy wo loss krwata hai aur sath sath pracice karta hai usko iss markeet ki samjh ati jati hai aur wo success ho jata hai iss leay ham ko jab bhe loss ho tu tention nahi laini chaheay har loss hamry lea sabak day kar jata hai us say ham ko sekhna chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Piary dost new teader key loss ki bahut si wajohat hain jinki wajhan se unko loss hota hey. First proper education ka na hona. Second demo account per kem ya bilkul practice ka na kerna.third demo per aor pair main practice kerna aor real main aor pair per trade lagana. Sideways trend main trade lagana hain.
                        • #13 Collapse

                          Re: New traders ka starting mein loss hona

                          jab hum forex mai new hoty hain to suro suro mai loss hota hain lakin jab hum apne galtiy py gur kar ky kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus hasial kar lety hain or apne zarorto ko pura karty hain hum is mai investment ka ky be acha profit gain kar sakty hain forex pakistan mai be legal business ban cuka hain
                          • #14 Collapse

                            Re: New traders ka starting mein loss hona

                            New trader start mein loss is liye krty hn k wo itny skillful nahi hoty market mein just start le rhy hoty hn unko zeada andaza ni hota forex kese work krta hai.market ki working ko smjh ni paty.is liye loss krty hain .lekin jo traders knowledge gain krty rhty hain ahista ahista wo market mein survive ho jaty hain.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New traders ka starting mein loss hona

                              forex mai agar hum new hain to hamy ache learning hasial karne chahey or market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X