Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    G han app ne sahi kaha ha hmen is business k bare me hmeshah positive sochna chhae kyun k ye aik asa business ha jis me hm zara zara c mistakes se b kafi zyada loss kar skaty hain or hmari thinking b is business me loss ka sabab bn sakti haa
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Is baat men koi shaq naheen kay forex trading ek online world wide business jahan par log trading kartay hen aur profit kamatay hen aur ye kay forex emn hamari thinkigs bhi loss ki wajah banti hen
      • #123 Collapse

        Han dear bilkul humari thinking b loss ki bari waja hoti hai hmy chahiyeh mehnst kry zaida sy zaida tub e kanyab ho skty hain ir forex best kssm hai hmy chahiyeh mehnat kry zaida sy zaida tub e kamyabi mil skti asaam nhi hai yeh
        • #124 Collapse

          ge ap ne bilkul theek kaha he isi lie men kehta hun pehle practice karni chaie ta ke yse sochne ka moka hi na aye balke ap ko pata ho ke ap ke lie konsa pair behtar he or kis time ki trade behtar he.
          • #125 Collapse

            Bhai jo bhu ut losss hamari ghalti se hi hota hn becoz mafket pehle se hi indicator dedeti hai ke up jae gi ga ya dwon ka indicator dedeti hai but hum log apni samaj se losss kar detey hn and account washed
            • #126 Collapse

              Ji han bilkul aesa he hai , mein ne apni thinking ki waja se boaht bar acha khasa profit loss kiya hai ,mein hamesha yeh he souchta ho k mera account itna ho jaye tou mein is ko withdraw kerwao ga,kabi profit wali trade ko open chor dena or necehe jaye gi jis ki waja se wo wapis loss mein chali jati hai.
              • #127 Collapse

                Thinking ko humasha positive rakhna chahiye ye thinking trading main bhi bahot helpful hy aor humain negative thinking say bach kay rehna ho ga ager aap trading ko aagay lay ker jana chah rahay hain ager hummaysa nahain kewrain gay to humari thinking hi humaray loss ki reason bun jaye gi.
                • #128 Collapse

                  g han hmen is business me hmeshah positive sochna chahe kyun k ye aik asa business ha jis me hm zara c mistake se b kafi loss kar skaty hain or is business me hm zyada loss kar k apni investment b is business me gawa sakty hain isi liye hmen soch smjh k kam karna chahe
                  • #129 Collapse

                    ji han hamari thinking hamesha hamari trading per asar andaaz hoti hai kabhi wrong thinking or wrong trend ko samajh lene se bhi ham ko nuqsaan uthana par jata hai agar sahi se trading ki jaye to yeh sab hone se bach sakta hai .
                    • #130 Collapse

                      bhaia paki baat bilkul sahi hain aur mein apki baat se totally agree karti hoon .. chahaey kuch bhi hojaye humhe positive thinkings rakhni chaiye .. jab hum positive sochey gaye tou humrey sath positive hoga
                       
                      • #131 Collapse

                        yes may i agree with this because maximum of the traders from our country have the negative thinking and they always think that they are unlucky and they can not earn good profit from this business and by this way they mostly got big loss in their trading business and by this way they mostly leave the Forex business.
                        • #132 Collapse

                          ji bilkul negative thinking bhi loss ka bais bnti hai agar hum yeah sochtay rahain gay kai loss hoga tu yaqenan loss hoga ............kyun kai hum na himat kar rhay hain .aur na kosih bs loss ka sochay jarahay hain.tu loss tu hoga
                           
                          • #133 Collapse

                            loss ky buhat wajoohat hain lekin mera khyal hain ky hum forex main bahger expereance aur bhager kese knowleadge ky trading karty hain tu yahe hamara masla hain janba loss ka
                            • #134 Collapse

                              Asalam o Alikum
                              Mary Dost Ma AP ki bat say bilkul agree ni hu agr ap ki aik traed lose ma ja rhe hi to maltb ya ni sab loss ma jyn ap ko daikna parta hi market ke moving ka har pair ka alg moving ho rhe hoti hi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                If you just think about loss when trading you will get loss and if you think about win you will get profit. Your thinking and your thoughts are pretty much effect your output.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X