Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    Main esa nahi kahoon ga lekin esa o bhi sakta hay k ap har waqt apnay hi loss k baray main sochtay rahain ye b munasab nahi. iss main profit k baray main zyada socho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Good experience share, I think most of the people in this trade repeat this mistake, may be I will be one of them, but I got one thing, that never experiment on other pairs, because you know the situation of loss on that pair, so try to keep an eye before trading on any pair.
      • #93 Collapse

        ji han bhi yeh waja bhi ho sakta hy keh hm log loss ki waja sy kafi dar jaty hain aur sath main hum baht dar jaty hain aur is trah sy hamain kafi loss ho sakta hy.
        • #94 Collapse

          Bahi jan maray khyal say thinking loss ki reason nahi banti bilkeh loss aap ko experience na honay ki waja say hota hay ya phar emotional kar trade karnay say.
          • #95 Collapse

            loss to business ka hisa ha sab is akm ko like karta ha sab is akm ko pat time busines kahta ha is ma ap ko kam karna ha to is ka bar ma jano to he ap ko is ka bar ma pat cala ga sab is akm ko pat time business kahta ha
            • #96 Collapse

              g han ap ko is business me full realex huna chaiye tb ap is kam ko acha kr sak he hain or is me ap ko sabr krna hu tha ha or is kam ko mind ke sath krn ahu tha tu ab ko is kam me loose nai hu tha ha ya buhat km loose hu tha ha.
              • #97 Collapse

                g bilkul agar hum is business k bare main negative soch rakhain gy to bhe hamain is main loss ho sakta hai is liye hamain yeh karna chaye k hum is main apny mind ko cool and fresh rakhain...
                • #98 Collapse

                  yes bilkul hamri thinking bhe loss ka sabab bantye hai forex traing is big profitable business and good eraning system hamye har waqat positive sochana cahye forex ka bohat zeayada faeda hai is ka zarye hum acha kama sktye ahi.
                  • #99 Collapse

                    loss honay ki aik waja say bhi ho sakti hain kay hum market ko galat analysis ker bethaty hain is terhan kay hum ko time lena chahiyea jab bhio hum trading kernay kay liyea bethain aur baghair sochay samjhay kabhi bhi trade open nahin kerin
                    • #100 Collapse

                      Dear agar ham market ko think ki bunyad par daykhne to hi aysa hota hay kay ham ko 50 50 chance milta hay hay profit ya loss quen kay ham indicator ya analyzing ko nahi lay rahay hotay hen isliya sirf soch par trading nahi karna chahiya kay ho sakta hay kay market up ho jay ya galat hay.
                      • #101 Collapse

                        Forex trading main hum apnay boss khud he hoatay hain hum iss trading main hissa lay kay apni tabeat ko aik boss ki see he ho jaati hay jis main hum khud he order challatay hain aur khud he order cancel kar saktay hain
                        • #102 Collapse

                          yes my dear janab ap ki bat bilkul theeh kha ha hum ko treading me apny maind ko or humare thinking ko positive rakh kar hi tread lgani cheye qu ky hum ache souch or fresh brain sy hi bst treading kar sakten hen qu ky humare thinking bhi loss ki reason bante ha es ly apni souch ko hamysha positive rahkha karen ta ky hum ko loss na ho .
                          • #103 Collapse

                            main iss silsaly main yeh kehna chahta hoon keh keh agar hummain trading karni hay to hummain market kay baray main patta hoana chaheay keh market trend kia ja raha hay phir aap aik nhe 4 trade laga dain aap ki trade profit main jay ge aap ka capital strong hoana chaheay
                            • #104 Collapse

                              we want to be successful on the field forek we should be able to maintain discipline and consistently so that we, in the future to be successful in the field of forex
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                g bilkul easa hi hai hamari thinking hi to main chez hoti hai jis ki waja sy hamain loss hota hai ya profit , is lia hamain sirf easi chezain sochni chahiye jo hamary buisness ky lia bht behtar hon hamqain shourtcutrs sy paiosy banany ky bary main bilkul bi nhi sochna chahiye balky hamain full mehnat krni chahiye phr profit gain krna chahiye......

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X