Huhmari thinking bhi loss ki reason banti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #76 Collapse

    thinking tu sab say bari vja ha loss ha ap mently tour par jab loss ko eccept nahin karty or ap k mind main yahe chal raha hota ha k mujy profit he ho ja ye cover ho jaye gi yahe ass ap k loss ko mazeed ziada karti jati ha
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #77 Collapse

      Actually negative thinking double minded aur confusion create karti hai jis ki wajha say concetration hum loose kar daitay hai. That is why we getting lose.
      • #78 Collapse

        trader got loss due to unexpienced and don't learn forex trading well just for making money the make too much expectation and want to earn money in one night that 's why the got loss and most importat thing that trader do must to loss take in market is greed do not greed if you got lil bit profit then take it and out from market other wise if you greed for more then you got much more loss so be carefull budy
        • #79 Collapse

          app ne apna ju vesion biyaan kia hay wo app ka experience hay lekin essa har ek kay ssath bhee ho sakata hay lakin app ko forex factory ki news oor deager analysiser ko bhee read kareen
          • #80 Collapse

            jee han aap ki yhe positive posts hume mistakes se bacha sakte hai hume chahiye ke hum bhi greed se bache aik planning ke sath trade kare market ko dkhte hue is liye best ye hai ke ke apni mistakes par ghor kare aur un se seekhe.
            • #81 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: tayyab082 پيغام ديکھيے
              Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
              hum jab negitive sochty hen k ab kya ho gai isi kashmakash main apna sara kam khrab kr bethty hen jis sy humy loss ho jata he...........!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!!
              • #82 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: tayyab082 پيغام ديکھيے
                Friend mein ne iss business mein bhut dafa loss karwa hain aur main iss loss ki waja ap ko batana chata ho ta k ap is mistake ko na kara aur aap ko loss na ho. some time hum kase bhi pair per trading karta hain tu wo humari trader loss mein chali jati hai tu per hum sochta hain k hum aik aur order lgta hain hain jis se hum ko profit ho gy aur market ap ko trade k favor mein aa ja gy easa karta karta hain itni ziada trade lg choka hota hain k humara account clean hona wala hota hain main ap sb ko suggest ya he karu ga k jab tak aap k pehli trader profit mein na aya us waqat tak koi aur trade us pair per mat krein. mara tu ya experience hai dosta mari shahid ya baat aap ko loss se becha ska. hum ko trade kar k wait karna chaya us waqat tak jab tak humari trader profit mein na aya jaha. chaya us k liya ktna bhi wait hum ko na karna para.
                Main ap ki is baat se agree krta hu k hmari thinking bhi forex main hmain loss hone ki waja hoti hai,,trade hmesha positive thinking se krni chahiye,,loss se pareshan nae hona chahiye,,balky loss se seekhna chahiye,,bht dafa hm trade krte waqt bht confuse ho jate hain,,forex main descisn making bhi bht ehmiyat rakhti hai,,i think hmain fresh mind se or confident tareekay se trade krni chahiye...
                • #83 Collapse

                  it seems all will trade simple way, which makes it convenient at the same time profit. but it is difficult, because we have to explore ourselves to get it. consistent forex technique that not only can be obtained through the system , but there is more crucial than it is our point of view about the forex business and also the psychological side of ourselves.
                   
                  • #84 Collapse

                    My dear thinking bhe loss ki reason hy par ager app k pas ache trading education oir guide line ho ge to pher app best trading ker k acha profit kama lain gy ager knowledge kum ho ga our demo practice bhe nahe hoo ge to pher loss he ho ga
                    • #85 Collapse

                      dear forex main loss hamary ghalt trading ki waja se hota hai or forex hamaray Knowledge pe depand kerta hai ager knowledgw zada hoga tu p4ufit zada ho ga
                      • #86 Collapse

                        Ap na achi baat ki ha,trading mein bohot ahtiyat se kaam lena hota ha,trade par trade lagana acha idea nahi ha,forex mein hamesha positive thinking karain gy to success ka chance ziyda hoga.
                        • #87 Collapse

                          aslam o alaikum jihan forex trading mein ey baat aap ne billkol theek kahi hein is kaam mein kamyab hona hein tu aap ko long time ki trad lagani hogi aur hamesha market ke hisab se hi trad lagani chaey aur agar waqti tur par loss hobhi ra ho tu is ko achi tra soch samaj kar hi stop karana chaey
                          • #88 Collapse

                            different trader also different systems used. everything depends by i still sometimes the fault is not in the system but less precise way of life. if i still the same like says focus on systems that we use without the influence of other people ... if anyway within a certain period after the evaluation did not profit may be smokers in the review mistake layout .. a system where no one provides accuracy of 100%
                               
                            • #89 Collapse

                              Han bilkul ye bat durast he k hum jeise jeise sochte hn aur smjhte hin to hum weisi hi trading karte hin hum es business min se kafi bari kamyabi bhi hasil kar sakte hin hum es business min se experience bhi hasil karte hin demo account pe to demo trading bhi humin kamyabi ki taraf le jati he.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #90 Collapse

                                asalam o alaikum dear friend dekho mein to yaha pakistan forex forum pr naya member hu and mein ne abhi threading be start nahi ki hai leken ha ap ne bilkul theek kaha aksar loss ham apni ghaltiyo ki waja se hi karte hai and khas kar apne soch ki waja se be zyada tar loss karte hai ham forex mein is liye jb be ap forex pr threading karo to apne mind ko control mein rak kar threading karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X