ASLAMUALEKUM dosto loss hone ke do wajoohat hain
1) Human error
2) Market abnormal behaviour
iss main ek loss ko controll karna ap ke baas main hai dosra loss type ap ke bass main nahe hi us ke lea hamesha stop lagaen ke huge loss na ho
human loss ko controll kea ja sakta hi agar ap serious hoon aur apne mistake se seekhna janty hoon to apne mistakes jo ap ko pata hoon ap ke galty ke wajh se loss hoa hai ap wo note down karen aur entry lane se pahle wo mistake lazmi read kea karen ap ko yahn tak ke wo yaad ho jaen agar ap yeh behaviour rakhen ga to ap ka loss bhe ap ka profit ban jae ga ke ap ne kuch seekha hai aur ap apne trading main tabdeele dakhen ga

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим