Small target jaldi achieve ho jate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Small target jaldi achieve ho jate hain
    Friends agar ham trading men small targets ko achive krte hain to ham trading se achay benefits le sakte hain isliye q k hamare samll targets jald achieve ho jate hain aur ham in se kafi acha profit bma lete hain lekin jab ham lalach men aa kar apne targets ko big rakhte hain to phir hamen ziada preshani ka samna krna parta hai q k wo achive ni hote hain aur hamen jo profit mill rha hota hai wo bhi zai ho jata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bahi small target jaldi achive hota hai kiun ka choti tp jaldi hit hoti hai is lia trade lagana ka bad choti tp lagain kiun ka agr ap gold pr trading kr raha hain tu choti tp jaldi hit hotk hai gold ki movement up jitna jati hai othna down bi ati hai jis ki waja s jald tp hit hoti hai is lia tohra porfit lain lognterm kahlain
    • #3 Collapse

      ji bilkul sahi apne hamain pehle chote target se shuru krna chahiye iss se ye hota hai k hamain agar loss bhi ho jaye to koi zyada
      burden nahi prta choty targets se hi bnda agy brta hai
      • #4 Collapse

        Target agr bara ho tu us ko achieve karny ke ley dohri mehnat darkar hoti hai aur risk bhi zaida lena parta hai is ley jb bhi target select ki bat aye tu apko apny knowledge aur account balance ko dekh kar target choose karna chaye tah ke km time aur km risk main usay achieve kar lia Jay
        • #5 Collapse

          small target humay asani sey achieve hojatay hain small target rakhnay ka sab sey barra benefit ye hota hay kay aap kisi greedy sey bhi bachay rehtay hain aur target set karnay ka ye faida hota hay aap ki strategy kay mutabik aap ka take profit bhi set hota hay aur aap usi ko hit karwatay ho so small profit jaldi trade close hojati hay loss mei janay kay chances bhi kam hotay hain
          • #6 Collapse

            Targets actually is liye rakhy jaty hain taky hm inko achieve karny kay liye mehnat aur hardworking karain taky hmari trading main improvement aye lekin jab ham targets zyada big rakhny lag jaen gay to hm mushkil main par jaen gay or is tra mistake say loss bhi kr daingy ya lalach kr k is liye targets small rakahin taky easily achieve kar sakain...
            • #7 Collapse

              Ji mere bhai Forex trading Agar Apke Pas experience hai to aap scalping kijiye bahut acchi earning kar sakte hai dear members scalping ke liye aapko top buy bottom sales say avoid karna Varna Buri Tarah phans sakte hain skipping main aapko stop loss take profit zaroor Lagana chahiye
              • #8 Collapse

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                Friends agar ham trading men small targets ko achive krte hain to ham trading se achay benefits le sakte hain isliye q k hamare samll targets jald achieve ho jate hain aur ham in se kafi acha profit bma lete hain lekin jab ham lalach men aa kar apne targets ko big rakhte hain to phir hamen ziada preshani ka samna krna parta hai q k wo achive ni hote hain aur hamen jo profit mill rha hota hai wo bhi zai ho jata hai
                assalamu alaikum bhai jaan aap bilkul theek kar rahe hain small target jaldi achieve Kiye Ja sakte hain Agar Hum Apni market analysis acche se karle Aisa karne se Hame thoda profit Hoga lekin Hoga zaroor aur small small target se Hame account was hone ka Khatra bhi nahi hoga
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Bhai001 پيغام ديکھيے
                  Friends agar ham trading men small targets ko achive krte hain to ham trading se achay benefits le sakte hain isliye q k hamare samll targets jald achieve ho jate hain aur ham in se kafi acha profit bma lete hain lekin jab ham lalach men aa kar apne targets ko big rakhte hain to phir hamen ziada preshani ka samna krna parta hai q k wo achive ni hote hain aur hamen jo profit mill rha hota hai wo bhi zai ho jata hai

                  Salaam Alaikum Jodha bilkul theek kar rahe hain Agar Hum small trade Karenge toh Hame come profit h a s i l hoga lekin agar aap dekhenge toh aapko uske saath saath come Sanghvi Samna karna padega lalach Mein padh kar baat karenge toh aap apna account Kali karwa baithenge uske liye aap ko chahiye kya aap small small trade kare
                  • #10 Collapse

                    G bhai ap ny thek kaha hai k hum forex mein agr lalch na karien tu hum achy trader ban sakty hain agr hum small target lagaty hain tu wo hum asani sy hasil kar sakty hain jis sy hum ahista ahista profit bna sakty hain q k ziada lalch hamien loss bhi dy sakta hain aur may be hum apna acount bhi wash kar baithy
                    • #11 Collapse

                      Such kaha ap nay small traget jaldi achieve ho jatay hain phir hum lalach main a kr wo jo profit ekatha kea hota ha loss main chala jata ha. Agr hum small target ko sum krtay rahain daily to month k end pay acha khasa profit ekatha ho jata ja so small traget hasil krnay k bad lalach main nai parna chaheay.
                      • #12 Collapse

                        Traders kay apni psychology kay hisaab say apny targets hoty hain. Jesa kay aapki ye ha ka small targets hon to wo achieve jaldi hoty hain aur agar bary targts hon to un par risk hota ha. Magar kuch log samjhty hain kay bary targets hon gy to faida bhe bara he hoga. Kun kay targets smaller hony say thora munaafa hota hai. So ye har kise ke zaati pasand napasand par hai.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          G AP sub NY sahi kaha k small trget jaldi achieve ho jata Hy or small target pr parshani bi zada Ni hoti or hum zada nuqsan sy bi bachty Hy

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X