Best candle for meta trader 4
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Best candle for meta trader 4
    Bro kia koi mjhe meta tradr 4 k liay koi aisi templete ya ya method bta skta hai jis mai sell or buy ki candle alag alag bunti ho her m0vement ki
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    اصل پيغام ارسال کردہ از: habibg615 پيغام ديکھيے
    Bro kia koi mjhe meta tradr 4 k liay koi aisi templete ya ya method bta skta hai jis mai sell or buy ki candle alag alag bunti ho her m0vement ki
    dear ap ke abaat mujhe smjh main nhi aye,wese bhe hum sub yaha per mt5 ko he use ker rahe hain,.aur is ke candle mukhtalif he bunti hain,.
    • #3 Collapse

      g bhai mai to yaha per new member hu is waja say mai yaha per apko is bare mai nhe bta sakta hu kiu k mje is bare mai ilan nhe hai mai to yaha per daily basis per apna experience again karta hu and demo acount say practice b karta hu
      • #4 Collapse

        g bhai jaan mai samjta hu demo trading is the best trading as compare to real insta forex trading per maine yaha per acha experience gain kia hai insta demo acount say and mai samjta hu mje demo acount ki he waja say real acount mai ache help mili hai..
        • #5 Collapse

          Brother Candle Ke Samaj Atni Jaldi Ne Ati Ap Daily Base Pe Forex Ke Practise Karte Jain or Aram Se Sekhne Ke Kossish Karain ap ko khud ba khud kush time candle ke samaj ane lag jaye ge Markket Me Candle Ko Samaj ne Ke leye Candle Ke Zarorat Hoti He First.
          Hello Friends I am Arsalan Mukhtar I am learning Forex Trading With The Help Of Pak Forum.And I think Pakistan Forex Forum is the best place for Forex Learning.
          • #6 Collapse

            Best candle for meta trader 4? friend apnay bohat bara sawal puch liya hay k Best candle for meta trader 4? kun k yeh aik technical qustion hay.is qustion k jawab sirf tacnikal person hi day sakta hay is liye ap is chanl pe asan or rooz marah k sawal.
            • #7 Collapse

              mt4 main agarham daikhai ti hamain is main uahts ay time frame nazar aataya hain. agar aap is ain har movement ki candle ko daikhna chahitay hain to is main aap aik second wala time frame rakhain ismain apako apni matlooba cheez mil jaye gi
              • #8 Collapse

                me tho yaha per kuch zyada hi expert nahi hu lekin jithni information mere he tho us k mthabiq me aap ko batanay ka try kartha hu mujay tho aap ka jithna sawal samaj me ageya tho us ka jawab tho me yahi de saktha hu k ager trend ak taraf continuestly ja rahi he oor is me aap ko ak hammar bantha hua milllay tho is ka mathlab k ye trend abi change honay wala he
                • #9 Collapse

                  dear mujay tu abi ni pats or na e mein bata skta ap google pe deakh ly ap ko mil jey ga asani sy or dear forex mein agar candle ka uze achy sy a jey tu b hum asani sy kamyabi hasil kr skty hain or zaida sy zaida ks vhsnce hota hai
                  • #10 Collapse

                    grams bhai mai to help yaha for every participant hu can be waja say mai yaha for every apko can be bare mai nhe bta sakta hu kiu ok mje can be bare mai ilan nhe hai mai to help yaha for every everyday time frame for every apna practical knowledge again karta hu and test acount say training m karta hu.
                    • #11 Collapse

                      Forex trading min weise to humin chance he k hum koei bhi chart to use kar sakte hin humara candle stick ka chart ya bar chart dono hi humari madad karte hin forex trading ki market ko samjhne k lei hum es karobar ko sirf us waqat hi samjh sakte hin jab hum es karobar ko knwoledge aur learning ki bunyad pe hi samjhne ki koshish karin.
                      • #12 Collapse

                        Japanese candlestick pattern main sell aur buy ki candles alg alg hi banti hain. Aur MT4 per ye easily available hain aur in ko dekh kar hum market main positive decisions kar sakte hain aur is tarah successful bhi ho sakte hain.
                        • #13 Collapse

                          bhai mt4 aik aisa trading software hay jis main ap khud say sub setting customize kar kay apni marzi ki setting kar sakty hain market chart window main mouse ka right button click kar kay ap apni marzi ki sub setting kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            dear brother ham forex main sara daromader canndle pe nahi ker saktay hain hamin kam ka bi pata hona bahot zariri hai werna koi faida nahi.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              hello sir assalam u alikumbhai jaan merey khayal sy to aisey koi kahan nahin hai sach kahun to mujhey is barey main pata nahin hai lekin mujhey pata kerna hai jis ko pata hai pllease wo apni post detail main kertey thanku very much...

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X