Analysis kitni qisam ke hoty hein

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis kitni qisam ke hoty hein
    Market ke analysis ko two main divide kia gia hai aik technical analysis hai aur dosara fundamental analysis hai jin main se kisi ko bhi chora nai ja skta har aik apni jaga ahmiyat rakhta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear wese to analysis ki teen aqsaam hoti hain in men se aik technically analysis aur second fundamental analysis aur third stemital analysis hain ,tecn techn aur fundamental analysis kasrat se use hote hain aur ziada tar teaders inhi k behave pe market men tradiing krte hain air inhi ki waja se market se faida utha rhe hote hain isliye hamen in pe gor krna bahot hi zaruri hota hai
    • #3 Collapse

      Anylisis 3 kisam ke hoty hen aek fundamental anylisis technical anylisis aor sentiment anylisis fundamental anylisis see AP us country ki basic dekhty ho kis waja us ka cruncy up ja RHA hu aor technical see AP chart ko read karty ho candle sticks pattern aor support and resistance see aor sentosent in dono ko Mila ke AP entry point finde Karty ho
      • #4 Collapse

        G bhai forex trading main trading k liy annaylsis bahut ziada important hain aur ap jb bi forex trading main trading k liy betho to ap ko chahiy k ap technical aur fundamental annaylsis lazmi kr lia kro jab ap yeh annaylsis kr lo gy to ap ko forex trading main koi loss ni ho ga
        • #5 Collapse

          Trading ke ley analysis zarori hai .Fundamental analysis ko buniyadI analysis bhi kehte hein is ley jb tak ap ke yeh analysis achy aur knowledge full nai hon gay apki trading strong nai ho gi aur ap loss aur profit ke bich main hon gy
          • #6 Collapse

            fporex trading main analyse 3 qism k use oty hain jin main hum apni trading ko bhatr bnaty hain forex trading ain technical analsye wo hoty hain jin main trador aik frakme work ko chek karta hai jis main price ki harkat ka jiza liya jata hai jub k fundamnetal main kisis molk k molki hlaht ki jamch parhtal ki jati hai or en main trading karny se acha result milta hai
            • #7 Collapse

              Sir forex trading business main analysis two qasam kay hotay hain. aik technical analysis and other fundamental analysis,. humain jab tak both analysis main skill hasal nahi ho gi to us waqat tak earning possible nahi hay kabhi kabhi tuckey say eanring ho jatai hay but regular earning kay liay expert hona zaroori hay.
              • #8 Collapse

                ASSALAM ALAIKUM dear fellows market me jo zada useful hy wo do tarah ki analysis hy aik fundamental ar dusri technical analysis hoti hain dono he bht useful hy ar hr aik ki apni ahmiat hy
                • #9 Collapse

                  Hum forex maen theen kisam k analysis kertay haen us maen aik technical analysis kertay haen jo k chart k oper market ki next move ko indicators ki help say kertay haen third us maen hum sentimental kertay haen our aik second hum fundamental kertay jes ko news analysis khetay haen our us ko hum different sites say view kertay haen our pher apni trades ko plan kertay haen our apni trading ko manage ker k ache earning ko possible bnaty haen
                  • #10 Collapse

                    Yeh business bohot hi bara online business hey aur is business mein millions log work kar rahey hein aur mein samjhta hun keh har banda apne hi analysis karta hey aur har bandey ki apni hi strategies hoti hein isliye hum yeh keh saktey hein keh analysis many kisam k hotey hein
                    https://t.me/pump_upp
                    • #11 Collapse

                      jub ap log tride karty hai to bhot sare analysis mily ge to ap log hesha acha kam karna hai
                      :1f63b:.love to pak forum.:1f63b:
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        HAn g mujhy in do iqsaam ka pata hai lekin agy in ki kai iqsaam hai jo mujhy abi nai pata me seekh raha hu or ye kafi difficault hai lekin agar apko ajaye to ap ko market ki smajh asani sy ajaye or loss ap nahi huwa kary gi.

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X