daily walay chart par analyse krne ka faida

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    daily walay chart par analyse krne ka faida
    salam friends,

    mene ye dekha hai k akser mere naye dost atay hain or wo h1 par market ko analyse krte hain or usi k hesab se trading krte hain layken mere nazdeek ye zada danger ho jata hai q k agar ap scalping krte hoto phir to theek hai warna agar ap acha profit krna chahte hain 1 bari trade lekr to apko chahe k ap phir daily walay chart par market ko analyse kare us par hum pivots points and support and resistance k hesab se check kr k trade lagate hain to hume zada profit milega dosto bht shukreya ap logo ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Market daily basis per move kerti hai agar ap daily ka chart visit kerain tou apko pata chal jata hai ky aj ky din market kis direction main ja rehi hai beshak kuch time ky liay reverse hoti rehti hai lekin jis direction main move ker rehi hoti hai uska daily ka chart open kerny per pata chal jata hai so usi hisab sy trade open ki jaey tou profit hasil asani sy hi jata hai
    • #3 Collapse

      my dear sir forex trading me apko pata ho ga k merket daily bisec pe mov krti rahti ha to apko analysis daily waly chart pr krna ho ga or us chrt ko khud ap read kro gy apko acha exprince bi ho jaiga or apko next any waly time loss ni ho ga profit ho ga
      ALWAYS BE HAPPY
      • #4 Collapse

        Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

        g ha ap ne buhat acha sawaal kiya hy daily chart par analyse karna chahiye ta k hamy koi pareshani na ho or is liye hamy daily chart par analyse karna chahiye ta k hamy faida ho saky or is se hamy koi loos bhi nahi hota or agar ham daily chart par analyse nahi kary gy to hamy loos bhi ho sakta hy or is se hamy buhat pareshani hota hy leza hamy chahiye k ham daily chart par analyse kary
        • #5 Collapse

          Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

          Je daily waly chart hamy pory din ka data dekha rahy hoty hai, es lae ham un sy market ko achi tarha predict kar sakty hai, agr forex market ko predict kar leya to kamyabi apko zarur mele gi kiu k predicition he muskil kam hai jo ham demo sy asani sy sekh sakty hai,
          • #6 Collapse

            Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

            w salam g han dear aap nay kafi achi bat ke hai kay aik trader ko chart per bhi focus krna chahaiy aur achi trading say hei acha work krty hain aur achi trading say aap ko y faida hota ahi aur trading main her chart ko view krna chahaiy
            • #7 Collapse

              Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

              hamain analyse kar k hit rade karni ho gi aur expeirence jaitna acha ho ga tab hi hum trade karien gay aur market main enter hony say aphly is k bary main learning karni ho gi ta k earn karien gay aru hamain is forum main planing karni ho gi tab hi hum suces shon gay aur hamain knowldge k begair hum kuch hasil nai kar ksaty hain so hamain is sayy earn karin gay
              • #8 Collapse

                Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

                market main is k bary main planing karni ho gi aur daily is forum main trade kar skat hain aur hamain market main kam kar k hi hum trade karein agy aur hamain market main bi chart pattern ko use kar k hi hum achi trade karny main bi asani ho saky gi aur hamain knowldge ho ga tab hi hum trade karny main bi koi prblm na ho saky gi aur hamain ean ho saky gi
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: daily walay chart par analyse krne ka faida

                  hamy analysis ko use kar ky forex mai kam karna ho ga pher he hum poassia kma saky gy forex aik acha business hain hum is mai nigt mai be kam kar skty hain hum is mai day mai be kam kar sakty han hum is mai bager passiao ky account bana kar be kam kar sakty han forex aik world wide business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X