I want to share cause of my losses.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    dear brother mai yai kahun ga k mujahy ap ka thread pasand aya hai k ap ny apna loss ki reason share ki lakin meri nazar ma greed i thi to mujhy loss hua tha phir men ny emotional trading ki thi jis sy mujhy loss hua tha...
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yes dear ap ny bht achi post ki ha apny loss ki reason ko share kea ha ta k baki log yeh mistake na krn or unko loss na ho.. i appriciate u .. forex mn loss hony ki main wja trading expeince ka na hona or greed, or emotions pay control na rakhna ha..
      • #153 Collapse

        Yes it is good idea. I also suggest to all new traders that they must trade with small leverage. They try to earn by small volumes not run fast.
        • #154 Collapse

          Han bhaei apne durast bataya he humin apne loss ki sorat min bhi apne tajurbat share karne chahye es se hum sab ki malomat min na sirf ezafa ho ga balke hum khud ko eise loss ki ghalation ko dhurane ki koshish bhi nahi karin ge. shed main agar chahon apni ghalti ko ap logon ko bataeon to wo he meiri lalach main apne balance ko deikhe baghir buhat munafa earn karne k lei bare volume se trade kar deita hon aur es tarha mujhe loss bhi ho jata he.
          • #155 Collapse

            dear mai to yai kahun ga k loss ka cause miss management hota hai q k hum jald bazi ka faisla le kar apna nuqsan kar jaty hain... hume chahiye k hum achy se acha kaam karen or aesa time phir na aane dn k hume loss ho... just try to work hard...
             
            • #156 Collapse

              ya business boht he risky business ha. is business ma just trading knowledge ka he hona zarori nhe ha. hamin secure working k lye khd par control rakhna cahye. or is k sath sath secure trading k lye small volume par he trading karni chaye. kyn k market movement ma rehti ha or kisi bhe time par news broadcast honay par market hamaray against bhe move kar sakhti ha.
              • #157 Collapse

                dear leverage toh ham ne khud hi choose karna hota he lakin jitni kam leverage hoti he ham bari lot se safe rahte hen or baki ham ne khud hi market ko dekhna hota he or samjna bhe hota he is lie sab se pahle hamko market ko achi trah samjna hoga phir trade karni chhaie phir ham loss se bachen ge or agar bari lot me bgair samje kam karen ge toh boht loss ho ga
                • #158 Collapse

                  i am read your thread that your leverage is the good but you are select the lot size is 3 that is dangerous. i am suggest you that when you are open the next time then you are select the lot size is 1 max. because that lot is enough because we are work the whole month.
                  • #159 Collapse

                    well jnab , ap ne bohat accha thread kara hein k iss se hm jaisay new traders ko k jo k tradng side pe ana chahtay hein tu kafi kuch info ml jaty hein tradng k baray mein k hm kam se kam loss karain n zyada se zyada hm bonus bna sakay
                    • #160 Collapse

                      aap sahi kehte hain aap ne during trading stop loss bhi nahi lagaya hoga aur aap ne lot size jesa k aap ne bataya k 3.2 rakha hua tha aur at a time six trade open ki hui thi to loss to hona hi tha
                      • #161 Collapse

                        jaha tk mjha lagta ahaa ap ko loss ki lalch ki wajh sa hut haa aap ko malom hu nchuayek aaap ko is mia n tb tk loss he hu ga jb tk aap is inlalch ka ansar mix krty raho gay
                        • #162 Collapse

                          ha aapne sahi kaha hai aapne jyada lot ke volume ki wajah se hi loss kiya hai agar aapne itne sare 6 trade open nahikiya hota to aapka lot size bhi iatana bada nahi hota aur aapka 300 dollar ko loss me na jana padata i sliyehikahta hai lot size par control kare
                          • #163 Collapse

                            risky business hota hia lihaza mai din mai job karta ho aur or hum aci trade seekh sakhain isi liye yahaan her new trader enter hota hai ta k kuch seekh rat mai forex ka kam karta ho aur easily part........
                             
                            • #164 Collapse

                              dear ap ne thek kaha hai forex me high leverage hamare loss ki main waja hai me khud high leverage ki waja se kai dafa apna account loss kar chuka hon .mera tamam doston ko yeh mushwara hai k har trade k sath stop loss aur take profit use karen ta k ziyada loss se bach saken.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                hmm sahi kaha hai achi inofrmation share ki hai apne kyun kay humain kabhi kabhi aesa lagta hai kay hum sahi kar rhay hain lekin hum sahi trading nahi kar rahay hotay hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X