Forex attached with our life.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex attached with our life.
    A professional trader trade 5 days of a week and it is big income source of a trader. It attached with our life also, because we miss forex on Saturday and Sunday when the market close. A professional trader only feel it but a new trader can not.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Hum jo hain forex market mein week mein sirf 5 days trading karte hain lekin hum forex se itna attached hojate hain k jab weekends per forex market close hoti hai to us waqt bhi humara dil kar rha hota hai k hum forex mein trading karen and earning karen.
    • #3 Collapse

      jee haan is baat mai koi shak nahi hai forex hamari life se atached hai or hamen forex k bht se faide hain jis ki wajah se ham ghar mai hi rah kar earn kar sakte hain forex k bht se faide hain hamen...
      • #4 Collapse

        mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader esy apni life ke sath attach karty hain or baz nahi karty hain.
        • #5 Collapse

          sahi ka appne profestional trader week main 5 dyas appni mehant or exprince se trade kerte ahin wo forex ko appni file ka hisa mante hain jab wo saterday or sunday ko forex market band hone ki waja s ekam nahi ker pate to us din forex ko miss kerte hain
          • #6 Collapse

            forex hamari life me bohat bura tra se attach ho chuki ha dear forex me ak baar jo a jata ha us ko forex chorna bohat hi mushkl lagta ha g forex is the real online trading business is me bohat bra profit ha g
            • #7 Collapse

              main to waqai is baat sy itafaaq krti hn k forex ab humari life ka hisa ho geya hai kiyun k ye humari life sy attached ho chuka hai
              • #8 Collapse

                dear yes bilkul app ne ek acha point present kiya hai forex ak asa buisness hai jo k ak professional ki life ka hisa ban jati hai aur wo is k bagher apne app ko adhora samjta hai aur wo kam karna chahhta ha
                • #9 Collapse

                  nahi janb,,,mai to esa bilkul bhi nahi ssamjhti janb,,,,,,ha kai log samjtay ho gay jnab,,,,,,,lekin mujhy is k barym ai nahi ata jnab............or na hi app k is question say agree hu jnab,,,,,,
                  • #10 Collapse

                    ji han bilkul jb hum forex me atay hain aur trading krtay hain roz week me 5 days to adat hojati hai forex k sath attach hojatay hain lyf ka part ban jati hai forex isilye jb 2 din off hota hai to kch miussing bhi lagta hai q k forex aik best business hai aur ye aik lyf ka part ban gai hai............
                    • #11 Collapse

                      ji ha dosto hmm regularly trade karne se forex ko ziada time dete hey jiski waja se hamari adat si hojati he or trade kiay bagehr hamara din nahe guzarta or forex hamari working ka part of a life ban jata he or hmm weekly sat or sunday rest kar sakte hey
                      • #12 Collapse

                        ji haan yeh bilkul thek hai pakistan forex hamari zindagi k sath attached hai kiun k yeh ghar mein or kahen bhi beth kr pesey kamane ka aik bohat acha or asaan tariqa hai bs hamen is ki kami ka ehsas week end pr hota hai jb yeh do dino k leye band hoti hai ........
                        • #13 Collapse

                          this is true that forex is attached with out lives... no doubt it has changed many trader's life and my advise for all of you is to learn forex more and try to use demo account for your practice... and make good profits...
                          • #14 Collapse

                            dear mein to is forex trading mein new enter hoi ho or mujy itni knowledge nahe hai is liye mujy abi satrday or sundy forex ka of hona ka andazad nahe hi but ye mara learning period chal raha hai or both jald mein ya sub samh jao ge
                             
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ap forex me kaam kerna chahaty hento ap ko is me kafi time spend kerna pary ga q k agar ap is me mehnat nai kren ge to forex ap ko tataly loss ki tarafa le ker jay ga or phir ap kahen ge k forex me koi earning nai he ye to jhoot bool rahe hen

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X