Maximum new traders apni profit mein jati trades ko hold keun nhi kr paaty
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Maximum new traders apni profit mein jati trades ko hold keun nhi kr paaty
    Maximum new traders k sath ye problem hoti hy k woh jb apni koi trade thoray sey profit mein dekhty hain to khushi ki wajha sey usay jaldi jaldi close kr detey hain jb k loss wali trades py umeed lagaye rakhty hain k aik time aisa aaye ga k unki trade profit mein convert ho gi bs yehi reason hy aur koi khaas reason nhi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Esi ki sab say bari waja trading ka kam knowledge hai jis waja say new trader thora sa profit dykh k hi apni trading close kr dytay hain aur agr loss ho raha ho tou usay hold kr lytay hain hai jis ki waja say wo zaida ter loss hi uthatay hain agr wo fully skilled hon aur market say familiar hon tou wo apni es problem ko khtam kr saktay hain
    • #3 Collapse

      yes new trader jo hote hain unko trading nhe aati hain qk vo yahi sochte hain k hamri trade wapis loss main chali jygi and ye profit b chala jyga is liye ziyda hold nhe karte hain and jo best and achy trader hote hain jin ko trading aati hain vo apni trade hold karte hain asi liye hold karte hain k unko pata chal jata hain k merket ne is level ko break kiya hain ye lazmi or b profit main ai gi qk forex un logo ne learn ki hoti hain asi tara new trader k pas forex ki learning nhe hoti hain yahi waja hain
      • #4 Collapse

        Dear ye aik psychological issue hai. Ham ko yehi dar har wakt rehta hai ka kahin abi trade profit ma hai to baad ma loss ma na chali jaay aur phir jab pehly lamby time tak profit main chalti hai to phir ham usi dar ke wajha say trade ko jaldi profit ma aany k baad close kar dety hain.
        • #5 Collapse

          iss ki friends 2 he resons hain ake lalich and 2nd dar. lalich iss baat ka k hamaary acount main kuch na kuch amount shamil honi chaheay aor dar kam experience hony ki waja sy iss baat ka k kaheen trade reverse main na chali jay q k hamain apny analaysis py itna barosa nai hota
          • #6 Collapse

            beshak profit and loss to any wali cheez hai kabhi ati hai or kabhi nai ati
            hamain apny emotions py kaabu rkhna chahiye balky hamain ziada profit gained krne ki koshish
            krni chahiye
            • #7 Collapse

              han mere dost forex trading business main new traders yah mistake kartay hian kah jab un ko ksi trade main kuch profit nazar a raha hota hay woh close kar daty hian is kai wajah yah hay kah new traders ko experience nhy hota hay market kay trend ko smjh nahy paty phr jo un ka hath main kuch profit a jata hay us pay khush ho jatay hian.
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Bhai agar ap pora analyze kar ke trading karen ge to hi ap ko apni trade ko dekh ke close karni chahiye kyun ke kabhi kabhi aisa bhi hota hai ke agar ap thore profit me order ko close nahi karte hain to phir yeh bhi ho sakta hai ke ap ki trade loss me jana shuru ho jaye.

                اب آن لائن

                Working...
                X