I want to know about robot.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #151 Collapse

    main smjta hun k humen forex k buisness mein kabi b robot ko use nai karna chahiye balkay humen chahiye k ham hud mehnat k sath kam karen aur jab ham hud apni skills k sath kam karen gay to phir humen bohat kam loss hoga kiu k robot hamara account wash ker deta hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #152 Collapse

      yeh to apni apni souch hoti hy mery khyal men robot koi aisi cheez nahen jo use kr kay admi forex sy bhot ziada earning ker sakta learning is best for forex
      • #153 Collapse

        Robot trading acha tool hay. or ye un k liye hay jo achi investment kar saktay hain lekin time nahi day saktay. main ap say yahi kahoon ga manual trading karain agar time day saktay hao..
        • #154 Collapse

          dear robot tradign bohot hi fazul hai mai to yai kahun ga k ap ko mannual trading karni chahye tak ap khud b kuch learn kar saken
           
          • #155 Collapse

            yar roboot ko kabhe bhe use mat karna is se pa ko loss he milta hai and agar ap khud is main trade karain gy to ap ko profit bhe acha ho ga and is k sath ap ko knowledge and experience bhe hota jaye ga ta k ap ek professional trader ban saky...
            • #156 Collapse

              agar ne robot ko skehna hai tu es ko demo mai apply kar k dekho aur es se ap ki automatic trading hoti hai jab ap system ko irder day do aur khud kahe bahar ho tu market es ko ok kar deti hai
              • #157 Collapse

                aapko profit to hota hy per kam hota hy i always prefer manual trade us may aap learning apply karna hota ha or phir hamy apny account mi zayada sara balance rakhna hota hay
                • #158 Collapse

                  Brother robot trading ase hy jis may ap aik software ka help ka zayri ap trading karte ho mager os ka setting ap karo ga robot ka through ap jo trading karte ho os may ap ko itne profit nae milte is lia ager ap free ho to ap self trading kia karo
                  • #159 Collapse

                    Agar to bhai ap forex trading alreday kertay hain to ap ko iss swal ka khud hi answer lay laina chahaya kay kay ap aik robot say kitni earning lay sktay hain.kionkay forex main koi earning ki limit to hay nahi.laikn iss kay ley ap ko kissi relible robot ki zroorat hoti hay jo kay theek bhi ho or prfit earn ker skay.
                    • #160 Collapse

                      well jnab , sb se phelay tu ap ka bohat bohat thanx k ap ki waja se mujh ko aik new term ka pata chala hei, q k mein b robot k baray mein jan'na chah rai thy , agay b ap iss tarha k threads kartay rhena
                      • #161 Collapse

                        Robot ek trading software ha jes k bena per ap trade kar sakty hain, robot ko zyada tar expert trader he use karty hain, new trader k ley zarori ha k wo robot jaisy software ko follow na karin r hamesha manually trading he karin.
                        • #162 Collapse

                          dear trader mai yai kahunga ap ko k Brother robot trading is like a machine trading, jis may aap robot k through trade kerte ho aapko profit to hota hy per kam hota hy,
                           
                          • #163 Collapse

                            Mjhe robot trading k itna mloom nahi hai q k mene robot ko kabi use nahi kera hai apni trading mein or baki mein manual trading ko like kerta hun yeh sub se best hai or manual trading hi hum ko kerni chahye is se hi hum ko experience hasil ho ga.
                            • #164 Collapse

                              forex is a international business and very easy.he can remove greed because greed end your balance. soit work ans how much profit we can make by a robot.it is not helpful.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #165 Collapse

                                o ho jnab,app is ko jaan kar kia karin gay jnab,,,is ko use karna hi fazul hay jnab,,,si liaye behtar hay k appis ko na hi join karin nab...nahi to loss bhi ho sakta hay
                                 

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X