Trading mein loss k baad knowledge improve krna chahiey ya experience
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein loss k baad knowledge improve krna chahiey ya experience
    Trading mein jb kabhi kisi trader ko aik bar loss hota hy to usay iss baat ki samajh nhi aati k aakhir iski reason kiya thi ,less knowledge tha ya less experience ,, merey hisaab sey to dono hi iski reason hotay hain aap iss baary mein kiya kehty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    No doubt loss tou trading ka hissa hai lakin esay hum eleminate kr saktay hain apnay skills ko improve kr k jo k forex py practice say kiay ja saktay hain loss k baad tou zrori ho jata hai k hum experience ko bharaian q k es ko na bharana apka mustaqibil bi treek kr sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading mein loss k baad knowledge improve krna chahiey ya experience

      trading ka Lena Dena just experience hi hota hai lekin jo analysis hota hai aur uske liye knowledge Ka Hona bahut hi important hota hai isliye Agar aapko loss Ho Jaaye to Fir aapko chahiye aap apne experience ko increase kar lo knowledge bhi bahut important hai aur vah just posting aur analysis karne mein hai agar loss Ho Jaaye to aap tension na len Kyunki loss aur profit business Kaise hote hain isliye experience Kabhi improve karne ki koshish karo aur knowledge koi bhi
      Visit My Profile
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Trading mein loss k baad knowledge improve krna chahiey ya experience

        g hna ap nay theek ur acha sawal kiya ahe hamn sub say pehlay yeh janna chahea k hamn loss kis waja say howwa hae phir ja ker hamn uski reason jis waja say howa door kerni chahea is kalea hamn dono knowledge ur experience ko increase kerna chahea kun k yeh dono chesn acha profit hasil kernay kalea ahm kerdar ada kerti hn

        اب آن لائن

        Working...
        X