During news indicators aksar fail ho jate hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    During news indicators aksar fail ho jate hain
    Jo bhai apni trades ko analysis se ziada indicators pe depends kr k run krte hain to un bhaion ko main batata challun k indicators ko main ne wese bhi kafi fail hota hia dekha hai aur news k doran to aksar indicators fail ho jate hain isliye trafitr k doran agar news ho to aap analysis bhi na lr sako to trade open hi na kro q k indicators se hamen aksar hi dhoka milta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bhai is ki basic wja ye hy k tqrebn tmam hi indicators previous data pe depend krty... Indicators pehly wala data sy aagy ki predictions dety hn.. Jb k news hmesha current situation pe market sy deal krti hn ar instantly asr hota hy market pe news ka.. Isi liye news time indicator pe depend nhi kiya ja skta
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Dear Forex trading members during news indicator isliye fail ho Jate Hain K fundamental impact both hi hota hai instant Hota Hai Forex trading mai new calendar understand karna bahut important hai dear member Forex trading account ko properly manage karo phir trading karo

      اب آن لائن

      Working...
      X