Loss ki bari wjh trader khod hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Trading business men hamaisha asa hi hota hai trader apne loss ki waja khud hota hai loss ki sabse pheli waja hoti hai trader ki jald bazi jo ke trader ko loss ki taraf lejati hai dusri waja hoti hai trader ki tenssion, tenssion ki waja se trader ki sochne ki taqat khatam hojati hai phir wo sahi decision nai lepata jis ki waja se loss hota hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Meri nazar main loss ka qasoorwar trader he hota hai jo trading kar raha hota hai main samjhta hon kay forex main apko agar achi earning karni hai aor loss kay baghir he karni hai to apko mistake nahi karni koshish karni hai kay kam say kam loss ho aor tp and sl lazmi use karen.
       
      • #18 Collapse

        Loss karne ka reasons jo hain un main Forex Trader khud bi kafi had tak hote hain ku ke sab se jo main cheez ha Forex Trading ke bare mai wo greed hai agr hum greed pe sahi tara se control kar lete hai to hum Forex main bilkul successful ho skte hain Forex Trading bohat mushkil nae ha hum khud ko mehnat ki zarurt hai is main.
        • #19 Collapse

          loss ka asal zimedar bilkul tarder he hota hai kyun kay unki wrong trades ki waja say aor unsuccessful planning aor wrong strategies ki waja say unko loss ka samna karna parta hai is ka blame ap na brokers ko kar saktay hein aor kisi aor ko.
           
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            ji haan janab boht achi baat ki hai apne ji janab is main koi shak nahi hai trading main loss ki sab se bari wajah trader khud hai kiu ke ager trader ke paas knowledge experience na ho practice na ho to zahir hai sara qasoor trader ka hi hai so is main market ka koi qasoor nahi hai so loss se bachne ke liye mahnat aur experience ki boht zarurat hai tabhi ache traders ban sakte hain

            اب آن لائن

            Working...
            X