Loss ki bari wjh trader khod hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki bari wjh trader khod hota hai
    Loss km hi aisa hota hai ke market 360 angle per trun le jay maximum loss ki wjh trader khod hi hota hai koun ke wo trading ke mamlay main mehnat se kam nai karra aur aisa trader kbi bhi kamyabi hasil nai kar skta jo dosary ke tarf har waqat nazar lga kar khod sakoon karta rahay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul aisa hi hota hai agr trader market say familiar nei ho ga aur market k utar charhao ko madenazar nei rakhay ga aur trade lagaaty waqt news ko notice nei karay gay tu dirrectly nuqsan ki waja trader khud hi ho ga es k sath sath natajrbakari b aik fact hai k trader baghair experience k trading start karay
    • #3 Collapse

      G bhai bilkul sai kaha ap ne.. Mostly new traders boht km knowledge k sath real le aa jaty hn ar emotions ko control nhi kr paaty ar as result loss hi hota hy.. New traders ko chahye pehly achi trha knowledge gain kren, strategies build kren, emotions pe control krna sekhen ar us k bad real pe kam kren
      • #4 Collapse

        Assalam o alaikum dear forex members.
        Dear apki bat thk ha loss ki bht sari waja hoti hain magar main waja yehi ha keh apni mistake hoti ha is lia koi bhi trade lagen to uska analysis zaroor kren aur fresh aur cool mind se kam kren koi jaldbazi wala step na lain. Thanks dear members
        • #5 Collapse

          Ap ny sahi kaha hay forex trading mein kamyabi k liye khud hi mehnat karniii partiii hay agar koe trader dosry trader py depend karta hay us ki trades copy karta hay to wo kabhe b independent trading nai kar sakta jab tak k wo khud hard working na kary
          • #6 Collapse

            koi b trader jitni b mehnat kr le forex main 100% kamyab nhe hain forex main kamyabi k liye humhain bhot mehnat karni hoti hain forex ko thek tara learn karna hota hain merket ki har move ko dekhna hota hain merket pay nazar rakna hota hain k merket kaha move kare gi loss and profit forex main hain forex main loss and profit ko apne samna rakh k trading karni hoti hain
            • #7 Collapse

              jab mehnat kay maamlay pe kaam nahe karay ga koi trader tou wo khud he apnay loss ka zimadar hota hay koi trade apni he mehnat sey kamyabi leta hay jo log forex pe success hotay hain unkay paas big experience best skills hoti hain jinki wajah sey wo kamyabi leta hay lehaza loss karkay seekhen gay nahe tou loss ka trader khud he zimadar hay
              • #8 Collapse

                forex trading business mein loss trader ki apni mistake se hi hota hy jab koi trader mehnat aur hardwork nhi karta aur jo forex trading business mein mehnat aur hardwork kartay han wo forex trading business mein kaamyaab trader ban saktay han aur profit earn kar saktay han
                • #9 Collapse

                  han mere dost forex trading business main loss ki bari wjh trader ki khod ki ghlatian hoty hian trader forex trading main mehnat say kam nhy karta hay aor jo mehnat na karay us ko kabhy kamyabi hasil nhi hoty hay aor trader dosron kay bhrosay pay batha rahay kah woh earn kar kay dain gay aisa kabhy nhy hota trader khod work karay phr success hoty hay.
                  • #10 Collapse

                    my dear sir me apki baat se pe agree ni krta ghalti ap hai or apne kaha hai k loss ki wja trade khud hoti ho hai aisa bilkul nahin hota apne na kabi analysis kiya na kabi market ko dekha aisy hi trede lga di to apko loss ni ho ga kiya profit ho ga
                    ALWAYS BE HAPPY
                    • #11 Collapse

                      Sari ki sari trading khod per hi depend karti hai agr ap mehnat se market ka analysis nai karen gy tu lazmi bat hai is ka sara ka sara balam trader per hi hota hai apki jaga kisi aur nay apko analysis kar ke nai dena hota
                      • #12 Collapse

                        yes mostly loss traders ko khud ki mistake ki waja se hota ha or ap ki baat theek ha hum always kisi par depend reh kar successfull trading nehi kar saktay hain humainy chahiey kay hum practice karay demo me or sath high level ka knowlwdge gain karay or jub hum nay practice se apni mistake ko control kar lia to hamaray pass achaa exprience ajaey ga or hum phr profitable trading kar saktay hain
                        • #13 Collapse

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: Saabjee پيغام ديکھيے
                          Loss km hi aisa hota hai ke market 360 angle per trun le jay maximum loss ki wjh trader khod hi hota hai koun ke wo trading ke mamlay main mehnat se kam nai karra aur aisa trader kbi bhi kamyabi hasil nai kar skta jo dosary ke tarf har waqat nazar lga kar khod sakoon karta rahay
                          My dear friend Jin logo ko loss hota ha wo in ki kud ki waja Sy hota ha kau ky wo log mhnat nhi krty ha Jis kibwaja sy loss hota ha
                          • #14 Collapse

                            dear loss ki sab se bari waja es bsienss mailalach karna h ai jab ap lalach karo gy tu ap ko kch hasil nhn ho ga bal k at the end ap ko loss he ho ga jo k hona nhn hcahiye es liye ap ko chaiye k ap smjho aur seekho ta k ap ko idea ho jaye k ap ne es business mai kese kam karna hai aur kese ap acha earn karo stkeho...s
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Ji bilkul main app ki baat se bilkul agree krti hun zyadatar loss ki wajah trader khod hota hy jb hum lalach kr k loss krtay hain abviously us ku reason hum khud hotay hain market k up down hone main bhi hum ne khud daikhna hota hy k hum trade krain ya nahi or jub trader mehnat nahi krta learn nahi krta analys nahi kr k trading krta hy or phir loss hota hy to zahir hy us loss ka zimadar trader khid hota hy market nahi

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X