Only indicator pr believe na krin

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Only indicator pr believe na krin
    bhai kosh trader yah soch kr trading krty hain k indicator on ko buy ua sell ka signal sy fa to woh o's pr trading kr k profit bna lua kron gy asa nahi hota kosh help to indicator krty hain but sath man hum ko analysis bhi banana chaye phir he ashi trade lga skty only indicator sy trading krin gy to aap ko loss bhi hoga or aap ko trading ka experience bhi nahi mily ga is luy bhai phly ka experience hasil krin analysis krna sekhin phir trading krin
     
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Brother Ap ke post bilkul theak a, jesa k nam se zair a indicator not sure bout zaida indicator Jo m ne observe kiey hain wo Markeet k sath chal rhy hoty hain agr trend ooper ja rha a to buy ka indicator dy dety hain agr down ka trend a to sell ka, sub se best agr Ap Anylsis Karna chaty hain to wo news hain ap news ko lazmi read kary trade lgany se pely
    • #3 Collapse

      jee han bhai hum ko analysis krna ana chaye koi bhi indicator asa nahi hai jo market ko proper read kr k hum ko signal data ho sub indicator market jb kafi down jati hai to sell ka signal daty hain whan sy agir kosh up ho jay to phir sy buy ka signal woh signal ko continue nahi krty bar bar change krty hain is luy loss ho jata hai
         
      • #4 Collapse

        jee haan aap ny theek kaha hay koi bhi trade lagaty wakt aik he indicator py aap bharoosa nah karien baki sab cheezoon ko bhi deekhna chahyee jo ky market py asar indaaz hoo saktien hai ais liye sirf ager ye sooch liya jayee ky indicators ky use sy hum profit gain kar sakty hia to ye ghalat hai
        • #5 Collapse

          bhai indicators to fazool hoty hai jider market jatia hai uder ye jatay hai aor sirf indicators py aap traing nahin kar sakty ais liye aap ko doosri cheezoon ko bhi deekhna hoo ga jin ky base py aap apni trade ko acha kar sakty hai ais liye main to indicators ko use he nahin karta koin ky mujy ain ka koi faida nazar nahin aya
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
            bhai indicators to fazool hoty hai jider market jatia hai uder ye jatay hai aor sirf indicators py aap traing nahin kar sakty ais liye aap ko doosri cheezoon ko bhi deekhna hoo ga jin ky base py aap apni trade ko acha kar sakty hai ais liye main to indicators ko use he nahin karta koin ky mujy ain ka koi faida nazar nahin aya
            jee bhai aap ki bat thek hai indicator fazool he hain but agir aap ko analysis krna ata hai to aap sath indicator ko bhi analysis kr skty hain or ki past ki working dakh kr phir kosh help mil jati hai indicator sy baki agir aap chahty hain k only indicator he aap ko signal dy aap trading krin gy o's trah indicator ka koi faida nahi o's trah aap ko loss he mily ga
             
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              G haan totally indicators pay depend krna thek nai aur na he indicators 100% trading signal detay hain. Trading main aur kafi sari chezo ka analysis krna chaeay. Forex ki news kafi impact krti ha so news ko bhi study kr leni chaheay ta k trading main acha profit ay.

              اب آن لائن

              Working...
              X