Loss ki waja

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    G han sir har trader ki loss ki waja 1 bohut badi mistake hy wo ye k lot size ziyada istamal karna wo dekhty hain k badi lot sy bada profit ho raha hy lekin ye ni dekhty k badi lot sy hamara account wash bhi ho sagta hy to ye sub sy badi mistake hy aur bina knowledge k trading aur bina skills k trading mere hisab sy bohut he mushkil hy aur bina knowledge k trad to koi bhi trader ni kar sagta kiyon k markit tuky bazi par ni chalti markit apny madar mein chalti hy
    :1f63b:​BE HAPPY
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      waisy to loss ki kafi sari reasons hoti hain lekin main reasons mein knowledge ka na hona ,bagher experience k trading start kr dena,trade lagany mein jaldi krna ,thoray sy profit ko dekh kr laalach krna aur over trading krna etc is tarah ki aur bhi reasons hain jo loss ka sabab banti hain
      • #18 Collapse

        loss ki bhot c waja ho skti hain ye lazmi nhe hota hain k ap big lot use karte hain and pher loss ho jata hain asa nhe hain agar apko forex ki info hain thori bhot trading aati hain tu mere khayal say asy log b hain jo 100$ k account pay b 0.20$ ki lot use karte hain and acha profit le k nikal jate hain qk unko trading aati han ye baat sach hain k baghair experience aor knowladge k kabi b hum forex ko nhe samjh pak skte hain qk forex main baghair experience aor knowladge k account wash kar skte hain and forex main long time chlne k liye humhain chahiye k hum forex ko achi tara learn kare take ziyda loss say bach sake
        • #19 Collapse

          Ji janab boht acha sawal kia hai apne forex trading main loss ki wese to boht sari wajoohaat hain laikin loss ki main cause lack of knowledge and no experience hai forex trading main successful wohi hai jo hardworking ho market main ups downs ko samajhta ho loss hona market main koi bari baat nahi greed bhi loss ki aik bari waja hai
          • #20 Collapse

            mairi nazar main forex main loss ki sab sy bari waja lalich hy jb aap apny ballance ko daikhy baghair zyada profit k chakar main bara risk laity hain to acount wash kar baithty hain. trade laity hoay saftey tools ka na use karna b loss ki reasons main sy ake barri reason hy
            • #21 Collapse

              loss ki sb se badi waja ye hai ky jab ap trading krna shuru krte hain to app
              investment highy up krdete hain jiski se market mai loss ho jata hai
              hamesha start trading mai low invesment se shuru krein taky losses se bach sakain
              • #22 Collapse

                Re: Loss ki waja

                ji haan bhai jaan aap bilkul sahi Kaha Agar Hamara parivesh Apna Kaam Karenge To Hamara Kotla so sakta hai isliye Hamesha hi kya Hum Soch Samajh Kar Apna Kaam Karen aur jaldbazi Kabhi Bhi Na Karen Soch Samajh Kar apna kaam karna chahi Agar Hum Na jaldbazi Ki Tu Hamara alert Bhi Ho Sakta Hai Koi Na Koi lafarge To fir Hamara account loss bhi ho sakta hai isliye main chahi ke Humsafar se kaam Le aur Hamara account lost Suna Ho Aur Hum Jyada Se Jyada prospect Kama Sakte
                • #23 Collapse

                  Re: Loss ki waja

                  Sadak Mein Jaana film bilkul sahi kaha hai agar Hame kya Kaun college nahi karwana hai to Hamein Soch Samajh Kar apna kaam karna chahiye aur bahut mehnat se apna kaam karna chahie Kabhi Bhi Koi Bhi Galti nahin karna chahie Tak ke hum Jyada Se Jyada project Kama Sakte aur Hafte mein kaun ko kabhi bhi loss na hone De thanks
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #24 Collapse

                    Re: Loss ki waja

                    Wese to loss ki bahot sari wajoohat hain jin main demo per practice ka na keerna lakin yes bhi ha jitne tak hum real account pee practice nai karain get loss ko beedast nai karain ge humain skill air experience hasil nai ho ga dosri waja knowledge hasil na kerna ha knowledge bhi tabi hasil hoti ha jub hum age nai berhain ge trades main samil nai hon ge awareness hasil nai ho sakti is liay soch samj ker trade karain or loss see bachain

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X