Pachtaway se bachna hai tu mehnat karen
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pachtaway se bachna hai tu mehnat karen
    Kbi bhi kisi bhi kam ko esay mat lein agr apko khod ko us ke ley puri tarh tayar nai smjhty tu wo kam late kar lein aur khod ko pehle se ready rakhein warna loss per pachtawa hi hoga jis ka koi haal nai hota
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul mehnat hamare liye bahot hi zaruri hai qk jab tak hamari kissi kaam men mehnat na ho ham uss waqt tak kamyab ho hi ni sakte hain isliye hamen mehnat krna bahot hi zaruri hota hai qk mehnat k bagair ham kch bhi krne k qabil ni hain hamari jitni ziada mehnat hogi hamen utne hi achay results millen ge so hamen mehnat krni chahiye ta k ham trading men best experience bna saken
    • #3 Collapse

      theek bat ki hai ap ny k ager hum ko forex mien pachtway sy bachna hai to hamain es mien aa ker mehnat kerni ho gi or es mien dil laga ker kam kerna ho ga ager hum es mien aa ker success hasil ker lety hien to hum es mien earning bee ker sakty hien
      • #4 Collapse

        Ji Bhai AP ki bat see maen agree karta hon aor maenmen bhi yehi kehna chahta honbke apko chaie AP ziada ziada mehnat kren tahke apko ziada see ziada experience gain ho aor AP acha profit earn Kar saken Islie AP ki bat bilkul thek Hy ke agar puchtawa Karna Hy us see behtar Hy AP mehnat Kar lo
        • #5 Collapse

          g han bahi jan hum jo b business krty hn humy us my profit ya pher loss hota hy lkn ye sirf humy apni mahnet pr he hota hy.q k aggr humy n y is my mahnet sy kam kia to humy isw my utna he profit ho ga or agr hum ny uss my mahnet sy kam na kia or lapharwai sy kam kia to humy us my kbhi b kamyab nahe ho sakty.agr humy is my mahnet sy kamm kry or is ko full time jitni job ka time dy to humy my zurur kamyab ho saty hn.
          • #6 Collapse

            Aik bar agr ap apni investment kar lein aur us ke bad bhi trading business ko serious na lein tu yeh sb se bara fault us trader ka apna hota hai.Lazmi bat hai jb ap ke pas knowledge nai ho ga aur ap tukay per trading karo gy tu us ka result pachtawa hi hoga is ley khod ko is cheez se pehle mehnat ka aadi bna lein
            • #7 Collapse

              Ap ne bohat achi bat kahi hai ke agr hu ko pechtawe se bechna hai to ku na hum log learning kar lain jo ke Forex Trading main humain bohat help deti hai kuch earning ke liye agr hum ne loss karne ke bad jo learning karni ha to q na hum phele hi achi learning kar lain jis se humain phele hi profit ho jaye learning karne ke ba d bi ho sakta hia koi guarantee nae hoti hai but dil ko sakoon mil jata hai ke hum ne learning to ki thi na.
              • #8 Collapse

                Ji janab boht achi baat ki hai trading main loss hone aur phir pachtawe se bachne ke liye mahnat boht zaruri hai forex main demo pe practice knowledge experience sab boht zaruri hain market chalti hi hardworking pe hai hum jitni mahnat karainge utna hi acha earn karainge aur is tarha loss ke chances bhi kam honge
                • #9 Collapse

                  ji bilkul sahi kaha apne koi bhi kaam asaan nahi hota
                  balky insaan ko khud apny kam ko asaan banana prta
                  taky wo ache points acheive krsake or trading ky
                  bary mai behter know how honi chahiye
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    yahaan puchatawa nuksaan ki soorat main hota hy jo aap ki jaib py daaka perta hy iss daaky sy ager bachna chahty hain to aap ko forex k business ko seekhny k liay zyada sy zayada mehnat karni ho gi aor wo mehnat demo acount py practice ki soorat main hoti hy

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X