Over trading is dengenerous.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #286 Collapse

    I strongly advise to all new traders that they should keep the account save must need to control the volume. Because maximum new traders lost their capital for over trading.If a trader open trade one by one then the total volume will be big and it can be cause of lost capital. I think small leverage is best way to safe form the danger.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #287 Collapse

      main app ki bat say mukamal tor per agree karta hun aur kahna chahta hun k humen kabi b overtrading nai karni chahiye balkay hamen daily ek target set kar lena chahiye aur uske mutabiq he kam karna chahiye to phir ham behter trend hasel ker saken gay
      • #288 Collapse

        jab bhi aap trading karain to sirf 1% amount ko hi risk pr lagain aur laalach na karain profit to thora hoga magr na honay se to behter hai thora thora kr k aap month k end pr acha khasa profit ban jaey ga
        • #289 Collapse

          Yes you are say the right that the over trading is so dangerous.
          I am suggest the all trader that they are open the one or two trade in a time. So that we are good working in this market.
          In this way we can earn the hand some nomey.
          • #290 Collapse

            You are right hamen sensible ho kr trading krni chahye or soch smjh kr market trend ko dkhte hue decisions lene chahye or zyaada profit k chakkar mai over trading nahi krni chahye ye bht risky hai or loss k chances bhi brh jaate hain is mai is liye hamen chaahye k hm laalch krne se bachen or soch smjh kr trading karen ....
            • #291 Collapse

              jub hum ko is main experince ho ga hum neh is main practice ki ho gi tab hi hum is main kamyab ho sakhty hain wase hum is main kmyab nhi ho sakhty hain
              • #292 Collapse

                Hello dear forx mai agr ap ko loss hota hai to eske waja yehe hai k ap ke sai practice nahe hoti na he apko koi khas es k bry mai experience hota so e sliye apko chahyie apni negative chezzzy theek kry.
                • #293 Collapse

                  ji han aik trader ko bht dhiyan se trade karni parti hai use chahiye ke ziada greed se kam na le balke utna hi order le ya trade kare jitna wo deserve karta ho ya phr small leverage ka istemal kare over trading se wo apni hi investment zaya karta hai.
                  • #294 Collapse

                    over trading bhi nahi karni chayie because forex aik acha business hai aur is business mein aap ko effort ki need hai aur demo per ziyda sy ziyada practice kary aur apna knowedge increase kary yeh great hia aur aap apni life happy bana saktay hain forex ky sath so only little effort aap ko is business mein success hasil kerwa sakti ha.
                    • #295 Collapse

                      je haan forex mein over trading karnay se ap ku es mein loose he loose ho ga kosis karay asa na karay ap k liye better nahi ho ga aur es mein greedy na karay thankful for question
                         
                      • #296 Collapse

                        successful honay ke liye pehley toh
                        humen experienced hona chahiye aur experienced
                        honay ke liye humen pehle demo par practise
                        karni hoti hai , doosra yeh ke trading ke rules and
                        regulations ko follow karna chahiye tabhi jake
                        hum successful honge
                        • #297 Collapse

                          bilkul bhai i agree with kay new trader ki nakam hone ki waja aik bari waja big lot bhi hai kiyon kay small lot aap ko small profit de gi aur lekin us me risk bhi kam hoga aur big lot ap ko ho sakta hai key big profit de dein lekin it will be harm full for your account so becarefull
                          • #298 Collapse

                            over trading can dangerous kiyon kay forex mein ap rich aur poor ban sakty hay yeh business bahot acha hay ap is say baht good income made kar lo gay kiyon kay yeah aik profitable business hay ap kay pass knowledge hona chayie kiyon kay ager knowledge nahi hota hay tu phir loss bhi ho sakta hay isi liye yeah aik risky business hay .
                            • #299 Collapse

                              dear ap nay bilkul theek kha ziada tar traders aisa hi karatay hain humay aik waqt main aik trade karni cahiyay is say humay zida confusion nahin hogi or hum easily aik per sahih say focus kar sakay gain
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #300 Collapse

                                Yes koi shak nahi k over trading dangerous hai or hum ko apni trading mein must over trading ko avoid kerna hai hum ko jazbati nahi hona hai na lalach kerna hai or yeh sub over trading kerne per uksaatey hain to over trading dangerous hai avoid karo.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X