Trading men penic ho jane se loss recover ni hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men penic ho jane se loss recover ni hota hai
    Dears kch logon ko jab forex men less expensive ki waja se loss ho jata hai to wo aik dam se penic ho jate hain lekin ham ne trading men penic ni hona hai balke hamen aur ziada mehnat krni hai agar ham trading men loss ko dekh kr ppenic ho jaen ge aur himmat haar jaen ge to ham kabhi bhi apne loss ko recover no kr paen ge so isliye penic hone k bajaye apne losa ko ham apni mehnat se easlea recover kr sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Bilkul sahi keh rhy hn ap.. Agr loss ho gya hy to bilkul b disheart ya panic na hon..blky jis din loss ho koshish kren us din mzeed trading na hi kren.. Mzeed trading ap us din emotional ho k kro gy ta k loss jld recover ho ar is wja sy mzeed loss kr betho gy.. Is liye us din mzeed trafing na kren ar next day fresh mind sy dobara trading kren
    • #3 Collapse

      Jab bi Trading karian to bohat hi zyad market ko analysis karne ke bad trading karain to sahi ha ku ke humain market risk ko dekhna chiaye or humain loss bi ho sakta hai market main or profit bi islye humain tension free ho ke trading karni chaiye ku ke market ne aik na aik trf to jana hi hai islye humain lazmi wait karna chaye sahi moment ka trading ke liye.
      • #4 Collapse

        Forex trading kay doran jab traders panic ka shikar ho jain tu phir loss ko recover karna bohot he mushkil ho jata hai . iss ke main waja yeh hai ke traders panic mai khabi b achy decision nai laay sakty hain aur na he market ka sahi trah say analysis b kar sakty hain . iss liye jab b traders pressure mai hon ya phir loss ke waja say panic mai hon iss time per trading karna band kar daina chaiye.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          jee haan bahi aap ny bilkul theek kaha hai jab loss hoo jaye to mary khayal main kuch dair ky liye aap trade ko rook lain aor jab aap relax hoo jayeen to phir trade lagaeen too ziyada behtar hia ager usi upset haallat main aap dobara trade lagaty hia to us ka result acha nahin nikalata hai jab aap free hoo ky achay analysis ky saath trade karty hia to wo aap ko faida daiti hai

          اب آن لائن

          Working...
          X