Spelling mistakes hoti hain threads main lekin ap apny knowledge sy read kia kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spelling mistakes hoti hain threads main lekin ap apny knowledge sy read kia kerain
    Jo new members threads creat kerty hain tou un main bahot sari spelling mistakes hoti hain lekin apko apny forum knowledge aur experience ky hisab sy unhain read ker ky munasib reply kerna chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    asal mein yeh threads kyun keh urdu mein likhe jate hain is lie koi makhsoos spelling ni ho skty is k is lie kisi bhi thread ko dhayn se parhen k kya likhne ki koshish ki gyi hai kyun k spelling mukamal theek ni hoty likhne ki koshish kuch ki jati hai aur likha kuch hota hai is lie samjhen k kya likha ho ga us thread mein
    • #3 Collapse

      New members ky sath yeah problem hota hai ky jaldi main spelling mistakes ker jaty hain lekin hamain usko read apny hisab sy ker ky usko aesa reply kerna chahiay ky jo thread main pochana chahta hai tou jawab usi ky mutabiq ho ssky
      • #4 Collapse

        Baz okat jaldi main thread ya Post created karna wala spelling ke ghalti kar jata hai lekin smjhny wale phr bhi smjh jate hein wo is ley ke post ke bare main agr apka knowledge ho ga tu ap smjh jaein gy ke likhny wala kia likhna chaa raha tha is se koi farq nai parta
        • #5 Collapse

          Spelling mistakes jo hai wo ku ke hum Urdu mai likhte hian to humain likhte waqat koi kuch likhte hain koi kuch har aik ka likhne ka tariqa apna hota hai islye humain try karni chaiye samjne ki ke members kehna kya chahate hain islye bohat zaruri hai ke hum thora samj boj kar posting karain.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            forex mien bhut zayada spelling mistakes hoti hien mager urdu mien lekhny ki waja sy hum es ko pher bee samjh lety hien or es mien aa ker earning bee ker lety hien q k thread ko samjhna bhut zayada zarori hota hai

            اب آن لائن

            Working...
            X