Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti
    Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main loss hona khas ker newbies ko loss hona normal baat hy bhai jaan loss sy lesson seekh k professional trader binany ki koshish kery takeh app ko profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul theek kaha sp ne, forex me sirf new traders ko hi nhi blky ksi ko b loss ho skta hy.. Experienced traders ko b hota hy..lkn jo experience waly hn wo sara loss recover kr k ar b kma lyty hn lkn new traders mostly loss hi krty hn.. Is liye new traders ko chahye k demo pe achi trha practice karen
    • #3 Collapse

      Profit aur loss tou business ka hisa hota hai jab ap forex join ker rehy hon tou apko yeah bat zehen main rakhni chahiay ky yahan per loss bhi zaruri hai ky as a new trader kafi time ky liay loss ky sath trading kerna hogi jab kuch experience increase ho jaey ga tab profit hasil hona shuru hoga tab ap forex market main survive bhi ker sakty hain warna loss hony per himat har jaty hain
      • #4 Collapse

        bilkul janab yeh to seedhi si baat hai keh ager loss ki wjha se himmat har gye to success phir kahan se aye g kyun himmat harny ka maltb hai us kam ko chorr dena phir kaise kamyab ho ge is lie yeh baat yad rakhen keh himmat ni harni planning k through chalna hai aur kam krte rehna hai phir ap kamyab ho jaen ge
        • #5 Collapse

          Forex trading main tou bahot hosla rakhna perta hai ky yahan per loss zyada aur profit kam hota hai sirf experts hi profit zyada aur loss kam kerty hain tou aik normal trader ya new joiner ko expert banany main kafi time lag jata hai ky is time main bahot loss bhi kerna perta hai tou jo loss ko waja sy forex chor gia woh kamyabi nehi hasil ker sakta
          • #6 Collapse

            dear forex b ak bussiness hy r bussiness me loss hona normal hy r loss py himat har jana bht e km aqli wali bat hy loss ki wajh sy jo himat har jata hy wo kamyabi ki seedhian bhool jata hy r success kbhi bhi unhy nhi mil pati especially new bndo ko itna experience nhi hota r wo loss py loss krty jaty hy jis ki wajh sy wo himat har jaty hy r move on ni krty to success b unhy nhi milti
            • #7 Collapse

              Loss per himat nai balke zaida mehnat ka jazba paida hona chaye aur asi koshsh honi chaye ke loss ko control kar usay profit main change kar lia jay is per no doubt ke mehnat lgy gi lekin himat barny se bhi kuch nai hota
              • #8 Collapse

                Agr humain Forex Trading ma loss hota hai to humain wait karna chaiye or again effort karni chaiye humain again success ho sakti hai Forex trading bohat hi mushkil nae hai agr is main effort ki jaye to humain Forex Trading main succesful hone ke liye thori effort ki zarurt hai or sabi is main kamyab ho skte hain agr mehnat ki jaye to.
                • #9 Collapse

                  ji han jo log loss hony par apni himmat haar jaty hain un ko success nahi milti q kay un ko aik hi loss hony par un ki himmat khatam ho jati hai wo success hasil karny kay liay koshish hi nahi karty is liay un ko success nahi mil pati or pher wo trading ko blame karty hain kay ye risky kaam hai is se kabhi bhi earning nahi ho sakti ye un ki baat ghalat hai agar wo loss ho jany kay baad bhi himat or hoslay se kaam len to un ki success yakeeni hai
                  • #10 Collapse

                    aap ny bilkul theek kaha hai bhai profit aor loss dono he humari trade ky hisay hootay hai ais liye ager aap ye soochien ky trading main sirf profit he hoota hai to ye ghalat hai aor loss ki waja sy trade choor deena or bhi ghalat hai bhai apny loss sy seekhien na ky trade choor dain loss he humin sekhata hai
                    • #11 Collapse

                      Re: Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti

                      g dost loss ki wajah se himat harne wala kabhi kamiyab nahi hota unhe success nahi milta business me profit aur loss hote rahte ha ye sab business ka hissa hote ha loss hane ki wajah se business chor dena thek nahi hota is se acha ha ke ap ye dekhe ke mujhy loss kiu hua ha mere kia mistakes thy aur un mistakes par kaam kare aur phir ap zaroor kamiyab ho ge
                      • #12 Collapse

                        Re: Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti

                        forex mai loss ke waja sy hum himt har jaty hain hamy himat sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt ka time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex kabe be band na hony wala business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Loss ki waja sy jo himat haar jaty hain unhy success kbi nahi milti

                          hamy loss ky bad be himat nahi harne chahey hamy mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam karty howe agar mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka balm nahi hota

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X