Fajr ke namaz ke baad Posting aur Trading karna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fajr ke namaz ke baad Posting aur Trading karna
    ASLAMUALEKUM dosto main kafi din se observe kar raha hoon hamre sath bohat se aese achy dost majood hain jo subh fajr ke namaz ada karne ka baad posting aur trading karty hain yeh bohat achy cheez hai ek to ap namaz ada kar laty hain second main ne observe kea hai jo thread subh create kea jaty hain un py reply response bohat acha ata hai ap subh ke barkat jama kar laty hain aur trading main wo time tokyo yani jpy pairs ke movement ka hota hai iss lea trading ke lea bhe bohat munasib waqt hota hai ap fresh mind ke sath analysis kar laty hain aur main ne observe kya hai ke ap ke success ratio bhe zayada ho ge subh time fresh mind se trade karne ke baad.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Namaz parh kar aur Allah pak ke ibaadat kay baad ap agar kam karty hain to ALLAH pak apki rozi aur ap kay kaam ma barkat ataa farmaaty hain. To ye aik bht achi routine hai agar apko time ho to zaroor us time posts karen nahi to kam az kam Namaz zaroor parhin. Es say aapka mind fresh ho jaata hai aur aapky faisla karny ke salahiyat barhti ha.
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: wavetrader پيغام ديکھيے
      ASLAMUALEKUM dosto main kafi din se observe kar raha hoon hamre sath bohat se aese achy dost majood hain jo subh fajr ke namaz ada karne ka baad posting aur trading karty hain yeh bohat achy cheez hai ek to ap namaz ada kar laty hain second main ne observe kea hai jo thread subh create kea jaty hain un py reply response bohat acha ata hai ap subh ke barkat jama kar laty hain aur trading main wo time tokyo yani jpy pairs ke movement ka hota hai iss lea trading ke lea bhe bohat munasib waqt hota hai ap fresh mind ke sath analysis kar laty hain aur main ne observe kya hai ke ap ke success ratio bhe zayada ho ge subh time fresh mind se trade karne ke baad.
      Assalamu alaikum bhai jaan mai aap ki baat hai bilkul Aigiri karta hoon Hame chahiye ke hum business ke saath Saath Apne religious activities ko bhi follow Karde Rahe Aisa karne se Hame bahut jyada fayda hoga duniya mein bhi aur akhrat main b
      • #4 Collapse

        app nay ache information dost share ki hai ager app fajir k bad kerty hain to app ko Japanies pairs main our AUD k pairs main trade kerni hai to ye app k leay best rahaien gay koin k AUD ka session our Tokyo session us time 5 say lay k 9 tak overlap kerty hian isi wja say humean us main kafi movement diekhnay ko milti hai our us main trade ker k hum acha profit earn ker sagty hain
        • #5 Collapse

          ye to dost app ki planning pay depend kerta hai ager app fajir ki nemaz k bad trade kerna chahy hain to us time do session chal rhay hoty hain jes main aik Sdney ka hai our dosara Japan ka to us main pher ap ko us k currency pairs main trade kerni chahy kion k un main he app ko pher acha profit milay ga
          • #6 Collapse

            Walikum Asslam g bahi main ne bi bohat zyda note kiya hai ke bohat se ese Traders hain jo subah uth ke posting karte hain or trading karte hain ye bohat acha hai ke hum Allah tala ki ibadat karne ke bad apne din ka start karain to bohat fida hai is se or main ne dekha ha ke bohat se traders ko is se fida bi hota hai or unko bohat acha profit ho jata hai Trading se.
            • #7 Collapse

              Bhai apko jab bhi time mile apko post katna chaie aor jab AP aek achi post kart hen to apko us ka bonus bhi acha milta Hy islie fresh ho ie post kren tahke apko acha mile aor jab AP ko bonus acha mile ga apkilie trading men karamad savit hoga
              • #8 Collapse

                G han dear ap ny bht e achi information share ki hy akk foo fajar ki namaz k bad mind bilkul fresh hoota hy orr kaam krney koo be dil krta hy orr hmm post kaa reply bee acha dy sktey hain or dosra yee k jbb app fajr ki namaz k bad post kry gyy too ma ny note kia hy k us time post ka reply krney syy bht acha bonus milta hy...but yee sbb depend krta hy ap k self knowledge py jbb ap k pass knowledge hoo ga too ap ak achi information dyy gy orr phir ap ko us reply ka bonus bee acha e miley gaa..thanks
                • #9 Collapse

                  ap ny thek point batya hy agr humy apnio posts fajr ki namaz k baad kry to humy us waqat ki posts b ohet he achi ho gi q k subha subha humara mind fresh hota hhy or hum us waqat jo b trade kry gy humy us my loss nahe ho sakta.q k trasde krty humay humara mind fresh hota hy.
                  • #10 Collapse

                    AP sub sahi kah rahy Hy k apni apni soch bi Hy but jab waqt Mily Kare Lana chahiya kame laqen fajar ka waqt to barkat Wala hota Hy isliya Jo log tabh karty Hy ak to unky pass waqt hi zada us waqt hota Hy dosra us waqt mind bi fresh hota Hy or bohat si barkato Sy wo acha kame kre laty Hy
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      wese to is forum par is chez ki koi limit nahin he keh hum jis time bhi chahen is forum par posting kar saktey hein yeh forum 24 hour open but jis trha apne kaha k subha namaz k bad to yeh bhi acha time he is time banda bohot hi fresh hota hey aur thaka hua bhi nai hota to isliye yahan par achi trha se work kar sakta hey
                      https://t.me/pump_upp

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X