gold trading risky ha kin point ka khayal rakhna chahiey
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    gold trading risky ha kin point ka khayal rakhna chahiey
    gold trading currency ki nisbat zada risky ha is ki reason yeh ha kay gold aik metal ha or currency se kuch difference movement ha gold me trading karnay kay liey kuch ahm batainy yeh hain
    (1) gold me trading karnay kay liey zada capital ki need hoti ha
    (2) gold me ap consistent kay sath intraday trading nehi kar saktay hain ap ki trade ko profit me janay kay liey kuch days darkaar hotay hain
    (3) gold mostly stuck rehta ha jis se bohat zada fake support or resistance banti ha jo kay loss ka sabab banti hain
    (4) gold me entry fundamental analysis kay begair nehi leni chahiey
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bilkul theek keh rahy ap waqi gold kafi muskil pair hy is py trade karny ky liya ap ki batai hoi bato ko lazmi daikhna chahiya tahi tarde mumkin ho sakti hy per agergold per ap ka analysis kam kar giya tu achy profit bi mill jatahy per yi bat bi apni aga I haqeeqat h ky s ma trade kafi mushkil sy hi mil sakti hy or loss bi ziyadakiyo ky is mai spread ziyada hota hy..
    • #3 Collapse

      Dear forex market Mein gold reading walky risky hai Gold ke upar Jab Bhi Hume bonus account for trading karne ka mauka mile toh Hame chahiye ki 1000 US dollar ke account par sirf aur sirf. 05 ka lot size open kare Kyunki Jaise Yadav safe hai Uske Labh Agra. 100.10 car trade lot lagayenge 0.10 Kakinada Khalbali Bata sakta hai KUK Agar gold APK engaged $20 move Kar Gaya Apne stop loss Na Lagaya toh aapko 200 US dollar was lowest hoga
      • #4 Collapse

        Gold ky baary main chand points jo apne hamary sath share kiey hain un main fake support aur resistance ke bat sy ma agree nahe karta. Supporrt r resistnce kise bhe jagha ban sakty hain ye market par depend karta hai. K market ktna zaida aap kay analysis ko ly kar chlte ha. Ap kise support ko ya resistance ko strong ya weak keh sakty hain magar fake nahe keh sakty.
        • #5 Collapse

          Gold mein tading doraan is bat ka hamesha khil rakhna chahey k is waqt konsi country ki markenting chl rahi h aur us k hisab sy trading krni chahey kieon k choty mumalik ki marketing mein akser up to down chlta rehta is mein loss hony ka khdsha rehta h
           
          • #6 Collapse

            Schedule of marketing

            ​Trading k doraan trading krny waly ko ye pta hona chey k is waqat kis country kki marketing ka dorania chl raha h aur kis checheez rate up h pher us lelehaz sy trading ka fysilfysila krna chaey is treky say loss k chance km aur profit kchance ziada hoty hehein
             
            • #7 Collapse

              Ap ne bohat hi ache points share kiye hain lekin main apko batana chahta hon ke gold me spread bohat zeyada hota hai is liye gold me trading ke liye zeyada capital use karen aur short term trading karen zeyada profit ki lalach na karen aur low profit uthayen is se ap ko loss nahi hoga.
              • #8 Collapse

                Forex trading member gold trading bahut risky hai gold for trading karne ke liye top sell bottom buy karna chahiye isme aapko 4 5 dollar trade wale ho sakti hai gold 20 30 dollar move kar le Tu 4 5 dollar retrace karta hai metal trading without experience Karni nahi chahiye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  g han bhai ap ny boht achi bat ki hai or main apki bat se garee hun forex trading main jub hum gold main trading karty hain tu es main risk zeyda hony i wajah se hmain kuj posints koa chi tarh se dekh kar tarding karni hoti hain jin main sub zeyda zaroro yah hota hai k hmary account main capital baar ho hum choty capital se gopld main profitable trading nahi kar skty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X