More Strategies More Confusion, Just Follow one powerfull Strategy..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    More Strategies More Confusion, Just Follow one powerfull Strategy..
    Dear friends hamen chahiye keh hum aik hi strategy banayen aur us par ziada se ziada work karen aur us mein jo bhi mistakes hon unko improve karen to hum is business mein kamiyab ho saktey hein kioun keh agar aap ziada strategies banatey hein to aap confuse ho jatey hein aur aap achi trha se trade nahin kar saktey hein aur apko loss hota hey.
    https://t.me/pump_upp
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear forex market mein haan main jitni Jyada strategies Samne Aaye Hame Zyada confusion hoti hai hame chahiye kya Hum Jab Bhi trading Kare Apne instaforex Gunasekar se Dussehra bonus account 1 strategy Kamal Kare Jab Hum 1 strategy Perumal Karenge Tohar mai apne instaforex bonus account se Achha Hoga gana chahiye ke bonus account wedding stop loss and take profit limit lagakar Karni chahiye aur Hame
    • #3 Collapse

      Agr 1 chart pe bht sari moving averages lga di jaen tu ap us chart ko dakhaen tu wo itna confusing ho ga k pta hi ni chaly ga k kiya ho rha ha chart pe.esi trha agr ap hr new hafty alag strategy seekhaen ge tu ap ko smjh hi ni aye ge k me kon c strategy pe kaam krn jb ap 1 waqat mein bht c strategies seekhna shuru kr daen tu es ka mtlb ha k ap kich ni seekh rahy.es lye 1 strategy pe kaam krean usi k master banaen.
      • #4 Collapse

        Dear Forex trading members different strategies different time pe use karna 1 useful approach hai a key strategy for baar baar repeat karna profitable nahi hai dear Forex trading member strategies of planning aapki management Kaisa hona chahiye UK Forex trading main uncertainty bahut zyada hai isme Koi confirmation nahi hoti prediction he hoti hai isliye Forex trading ko analyse karna bahut important hai market ka fundamental aur news impact understand karna b 1 fun hai
        • #5 Collapse

          Strategies to bht saari hain jo kay ham apnaa sakty hain lekin jo strategy apnaani ho us kay liey utna required balance hona bhe zaroori hai. Kuch tareeky thory balance k hawaaly say hoty hain aur kuch tareeky zaida balace waly account par apnaay ja sakty hain. Lekin apni strategy bna kar us par kaam karna zaida behtar rehta hai aur llogon ko faida bhe apni strategy ma he hota hai.
          • #6 Collapse

            G han janab ap ny sahi kaha hy k humein sirf 1 he stregiti bana mar us per he regular working karni chahiye ziyada stregitis sy mind confuse ho jata hy aur sahi trad ni ho pati 1 stregiti per regular work kiya jaye to acha professional trader bana ja sagta hy
            :1f63b:​BE HAPPY
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto ye bt bilkul sai hy jb hm strategy ko bnaty hy to hmain chy k hm aik he stretegy ko bnaya lkin wo stretegy ap ki bht powerful honi chy wo stretegy aisi ho k wo fail na ho es k elwa koe stretegy na bnaya kiun k ap trading ma Jitni stretegy change krty hy ap k ly utni he zyda confusion paida hoti jy gi so es ly aik he stretegy ho lkin powerful ho
              • #8 Collapse

                koin nahe brother ager app k pass aik bhe power full strategy hai to wohi use keran jab tak us say acha profit milta hai to mery brother isi ko follow karen koi bhe new bnanay ki zarorat nahe ahi our koi back up ki bhe zarorat nahe hai yahi life time app ko acha profit day ge tab strategy change karein jab phelay wali fail ho jeay
                • #9 Collapse

                  Humain jitni marzi strategies pe kam karain is se faraq nae parta hai humain 1 ya 2 stregies pe kam karan chaiye jin se humain fida bi ho or hum forex ki market main acha profit le lain q ke bohat zyda strategies jo hain wo humain confuse kar deti hain or humain bohat zayda loss bi face karna par sakta hai islye bohat zyda trading se avoid karain to sab se best hai.
                  • #10 Collapse

                    G apny sahi kaha jtni ziada strategies hon g hmmary confuse hony ky chances b otny hi ziada hoty jay gay or hmm yakeenan phr koi galt strategy hi laga dein gay es liay hmmien sirf kuch powerful or profitable strategies pr hi focus krna chaheay or inko istamal krky profit kamana chaheay jb tak apki wo strategy fail ni hoti agr fail ho jay to phr kesi or pr focus krien.
                    • #11 Collapse

                      Mer amashwara ye hy k hum aik pair pair per kam karen
                      Us ko rozana check kren or us per hi trading karen kiun k her pair ki khas move ment hoti hy is liy hum rozana us ko check kar k us per expert ho sakty hen
                      Nahen to ham 1 staretgy per kam karen us per expert ho jain
                      Ziada achy valume ki trade laga kar hum zaid aprofit kama sakty hen na k amm shoti trade jo k loser hon.
                      Is liy 1 pair per ya 1 strategy pwr expert hona behter hy
                      • #12 Collapse

                        forex trading main aplning k according tading karna aik acha amal hai or jub hum palning karty hain tu hum apni strtgy ko bhi bna lety hain laken aghr tu apki startgy apko loss karwa rahi hai tu apni startgy ko change karna he bahtr hota hai maghr juba pki startgy apko acha profot de rahi hai tu tab tak change na karen jub tak apko os se pahla loss na ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          slaam to all forum members...agr app ka pass ko successful trading strategy ha to app ko dosri serch krna ke zarort he nahi ha app ko agr phla wali strategy raas nahi a rahi koi acha profit nahi da raha tab baat smj main ati ha strategy change krna wali lakin ik waqt main 1 sa zyida strategy use nahi krna chye main is baat sa agree nahi hon different type ke trading ka lyia different type ke he strategy hoti ha jisa news trading ka lyia sirf news wali strategy use ho ge..

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X