Himmat kar aage Bhar
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himmat kar aage Bhar
    My dear friends Mary Khayal ma ager him log dar dar ky trading krty ha to him log is ma kabi bi kamyab nhi ho skty ha him logo ko zayada sy zayada mhnat krni chaya
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han forex trading main loss sy der der k trade ni lagani chahiy blky ap ko chahiy k ap mokamml confidence k sath forex trading main trading kia kro aur ap ko forex trading main trading ka confidence kaisy aay ga ap ko forex trading main trading ka confidence forex trading k knowledge aur experience seekh k aay ga to sab sy pehly ap ko chahiy k ap forex trading ka knowledge seekho
    • #3 Collapse

      G han ap.ki bat theek hay aur main apki bat se agree karti hun k hum dar dar trading karne se kabhi bhi kamiab nai hi sakte hume hamesha kamiab ho kar aur confident ho kar trade karni cahiay tab hi hum kamiab aur profit able trading kar sakte hay agar him dar dar kar trading kare gay tou hum apna loss hi kare gay
      • #4 Collapse

        Forex Trading main humain loss bi hota hai or profit bi hota hai humain agr loss hota ha forex ki market se to humain himat nae harni chaiye ku ke Forex Trading hi nae sabi business main loss hone ke chances hote hain himat nae harni chaiye or apni trading ko age brana chiaye ta ke humain future main is ka fida or himat har jana bohat bara loss ha hamare liye.
        • #5 Collapse

          G AP sub NY sahi kaha, himmat kre k hi agay barha jata Hy fariq rahny sy much bi hasil Ni hota trading ma himmat Karo but lalach Ni
          • #6 Collapse

            G bhai jan ap nay bilkul sahi kaha mein apnay andaaz mein kahoun toou aik bal hay wo zamin parr padi hay woh bal udher hee padi rhay ge jb tak hm uce hilayein gy nahi - forex bhi uce trah hay hm maloomat lay lein toh hmein chahye uc ki mashaq karein nah kay bal ki trah udher hee hamara knowldge reh jaye - yeh hmaray forex mein kamyabi kay llye bhot ziadaa zarori hy
            • #7 Collapse

              zindagi mein oonch neech aaty rehty hain kabhi himat nahi haarnichahye. bahut sy new trader jab market mein aaty hain to wo giveup kar jaaty hain jaldi.himat haar dety hain bcz start mein na un ka experience hota hai na hi professional trader jitne samjh hoti hai to behtar hai agar ap aik kam ko karny ka azam karty hain to himat rakhiye hamesha aor aagy barhty jaaiye because jo himat karta hai wo success haasil karta hai.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                Re: Himmat kar aage Bhar

                G bhai jan ager forex main nakaam ho chuky hain to himmat na haryn or dobara start karyn kyun kay ager ap himmt har jiyn gye to ap kabhi bhi agye nahi bahr piyn gy
                • #9 Collapse

                  Re: Himmat kar aage Bhar

                  hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ky mutabik confidence sy kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik real business hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain is mai hamara koi boss nahi hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Himmat kar aage Bhar

                    forex trading main jitna jis k pass knowledge hota hai otni he achi or miyari trading kar skty hain tu hmain himat kar k es ki learning ko strong karna chahye or es k expiernce ko gain krna chahye q k jub tak hmra acha expiernce hota hai tab tak hum achi trading karny k qabil hoty hain or hmain loss hony ka bhi chances kam hota hai jub hmara knowledge acha hota hai
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Himmat kar aage Bhar

                      hamy himmat ky sat forex mai kam karna chahey forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey forex aik asa business hain jo hamy learning be deta hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X