is business main hume kis cheez py zada menat krni chaiye
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    is business main hume kis cheez py zada menat krni chaiye
    Dear bhai main ap se ye pochna chahta hun k hume is business main kis cheez py zada menat krni chaiye demo account main ya phr news main
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    janab sab sy pehli jo ap ko is business mai mehnat karnio chahiya wo is ko sekhny per karni chahiya jitney ziyada mehnat is ko sekhny py kary gy utna hi faida ho ga pehly khoob seekh kar ay us ky bad demo py khali practice nahi kary balky koi strategy use kary or us ki practice kary jab us py yaqeen ho jay tab reala mai ay or phr sab sy ziyada apny emotion py control ki mehnat kary faida ho ga...
    • #3 Collapse

      dear aap ny acha swaal kiya hai sab sy pehly to demo practice ka hona boht zaroori hia aap jitna practice karty hia us sy aap jo kuch seekhty hai wo boht important hai baki aap apni trade ko age acha karna chahty hia to us main jahan news basic cheez hai wahan aap ko chart and candle py bhi work karna hoo ga
      • #4 Collapse

        اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
        Dear bhai main ap se ye pochna chahta hun k hume is business main kis cheez py zada menat krni chaiye demo account main ya phr news main
        Assalamu Alaikum buy Forex trading Ek bothi Bada aur critical business hai isme Hame bahut sari cheezon ka khayal rakhna padta hai jaisa k Market Kaise maaf kar rahi hai aur gold rates oil rates ola rates per bhi Nazar Rakhna Bose Yadav zaroori hai agar aap in Sab cheezon Ka Khayal Rakhenge to aap ek Kamyab trader Ban sakte hain
        • #5 Collapse

          dear brother g ha hum ko is businss ma hum ko sab sy ziada trading forex foum per kkar ni chay kion ka hum ko is ma boht ziada profit milta ha or hum is ma trading bhi asani say kar sakta ha or hum ko koi nuksan nahi ho ga
          • #6 Collapse

            Mere khayal.main tou humae dono par hi mehnat karni cahiay kiu k demo account se hi humay practise hoti hay aur is k ilawa news aur chart ko read kar k hum market k trend ko samjh pate hay so humae dono par hi mehnat karni cahiay take hum achi trading kar sake
            • #7 Collapse

              bohat acha sawal ha ager hum ko forex sa achi earning hasil karni ha to per hum ko lot of hard work karni hoge es leya hum ko forex sa zeyada earning hasil karni ha to per hum ko first of all hard work bounce pa karna hoga per us ka baad hum ko trade ma hard work karni hoge to per hum ko achi earning hasil ho sakte ha warna hum ko loss he hoge........
              • #8 Collapse

                Dear baat ya hay k aap ka sawal to aacha hay lakan aap na 2 different cheezon ko akatha kar daya hay demo account per kam karna aak different cheez hay aur news aak elahda cheez hay demo account main aap trade ki practice kartay hain aap ko trade k baray main pata chalta hay kasay trade open karni hay kasay close karni tp kasay lagani hay analysis kasay karna hay demo account sa aap ko exprence hasil hota hay us exprence sa aap real main trade kar saktay hain jab k news main aap ko diffetent paur ki movement ka pata chalta hay k wo kis tarha sa wo down ja hay gi ya up ja hay gi markit
                • #9 Collapse

                  Sir Forex Trading main humain success kayliay zaida say zaida Analysis per mahnat karna chhayie es kay baad demo account main practice per tawjoo karna chhayie. jes trader ka analysis good hay wohi earning karta hay.
                  • #10 Collapse

                    bhai jan ap ko pta hai k demo account hi hai jis main hume zada menat krni chaiye ur is k sath sath new ko fallow krna be lazmi hota ha analysis ko daily dekhna chaiye ur une samjna hota hai
                    • #11 Collapse

                      Start jab es ma kaam mn kiya jaay to start main number one tarjeeh jo deni chahey wo ye kay ye kaam seekhna kesy hai aur kis kis tarhaa say es main paisa kamyaa ja saktaa hay. Jab paisa kamana hota hai to us kay liey mehnat aur tareeka dhoondna he parta hai. Lekin hamlog 1st day sy he bara profit hasil karny k chakar ma parhh jaaty hain.
                      • #12 Collapse

                        Is business me ham ko zeyada mehnat har cheez pe hi karni chahiye kyun ke hamara experience jitna zeyada hoga utna hi zeyada ham ko is me profit acha hoga kyun ke yeh business worldwide business hai is liye is ko samajhna asan nahi ha.
                        • #13 Collapse

                          dear forex main aisa aik kuch bhi fix nai hay jis pay ham zida tawajo day sakain is main har roz changing hoti rehti hay kis din koi news markeet ko hila k rakh daiti hay aur ksi din news ka data release he nai hota hay ham kis chhez pay beleive karain agar ham demo pay ziada tawajo dain to is main bhi hamara mind demo daisa ho jayega mean ham real account main phir bukhla k kaam karaingay isi liye har ik cheez pat focus hona chaye isi main hamari kamyabi hay.
                          • #14 Collapse

                            Dosto forex trading ma ap ko real account ma mhenat krni ho gi kiun k profit to es sy hsal hoty hy es k ly ap ko news pr mhenat krni ho gi os py analysis krna ho ga or analysis krny k bd aik strong stretegy bnani ho gi so es ly ye kafi difficult km hy es ma hardwork krna prta hy or demo account ma to sirf trader experiment krta hy or practice krta hy yani trading krna seekha hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              اصل پيغام ارسال کردہ از: usamaraja786 پيغام ديکھيے
                              Dear bhai main ap se ye pochna chahta hun k hume is business main kis cheez py zada menat krni chaiye demo account main ya phr news main
                              Hame Forex trading main kaam karne ke liye Jyada Se Jyada demo account pay trading karne chahiye aur demo account based trade Karke apne aap ko ready karna chahiye aur newsfeed trading nahi karni chahiye
                              FRD 07 TRADING JOURNAL

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X