Zeyada ter trader loss hony pe dishurt ho jaty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Zeyada ter trader loss hony pe dishurt ho jaty hain
    Dear friend app sub ko btana chahta hon k forex trading main newbies ko akser loss ho jata hy jis ki waja sy log dishurt ho jata hy lakin app ko pata hona chaheay k app regular trading kerty raho Market k sath intuch raho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother g hahum ko chay ka hum apni trading ka r ta wakat chay ka hum koo trading per loss ho nay say hum ko koi nuksan ka kial nahi rakna chay kion ka hum dishurt ho jaty hakion ka har bisniecma nuksan bhi ho ta ha or nufa bhi ho ta ha
    • #3 Collapse

      han g bilkal har trader lose se darta hai is liye agr hume lose se bachna hai tu hume is main menat k sath experince ur knowledge hasil krna chaiye ye hamre liye acha treeqa hai lose se bachne ka
      • #4 Collapse

        Forex me jo b new ata hy usy loss lazmi hota hy ar jb tk loss na ho tb tk koi seekhta b nhi.. Agr ap ko loss aay ar ap ne us loss sy kuch seekha hy to loss b ap ko kuch na kuch faida hi dy k gya hy.. Lkn agr koi apny losses sy b nhi seekh rha to usy filhal demo pe rehny ki zrort hy
        • #5 Collapse

          ge bil kul es trhun hi hota hey laki asi surthal mein hain dishurt nahi hona chahoye bal ke jo loss hum ko huwa hey us ki wjha maloom karni chaheye ke esa kun howa jis ki wja se hum ko loss huwa or dubara wo kalti honi nahi cahye or ap ney demag ko pur sakun rakhun
          • #6 Collapse

            G app naay durust kaha hai . ziada tar traders thoray bohot loss honay ke baad b trading say bohot ziada dis-heart ho jaty hain . halan kay loss trading ka hisa hai aur experienced traders iss baat ko achi trah say samjhtay hain ke forex trading mai 100 percent sahi aur profit wali trading possible nai hai . iss liye new traders ko b mayous nai hona chaiye
            • #7 Collapse

              mere khayal mein loss par hamen kabhi bhi dis heart nahi hona chahiye because loss is the part of business aur agar hamen loss ho bhi jaye to hamen chahiye keh hum apni mistakes ko phr se analyze karen aur yeh dekhen keh akhir kar hamen loss q hua hey aur apni mistakes ko recover karne ki ziada se ziada koshish karen to hum phr se is main kamiyab ho saktey hain.
              https://t.me/pump_upp
              • #8 Collapse

                sahi bat ki hai ap ny k forex mien aksar jo new traders hoty hien or jin k pass acha experience na hota hai wo es mien aa ker apna loss ker lety hien or loss kerny k bad sy disheart ho jaty hien or forex mien trading kerna chor dety hien mien to yeh he kaho ga k un ko dis heart hony ki zarrat na hai bel k mehnat ker k es mien earning k lye analysis kery or khud ko achy trader k tor per manwa ly
                • #9 Collapse

                  g bhai sahi kaha apnay kuch log thra sa nuqsaan honay parr distrub hjatay jabkay hmein uc waqt tahamal ka muzaheraa karnaa chahye - ager hm forex mein kamyab honaa chahty hein to ic kay liye yeh bhot ziadaa maynay rakhta hy - hmein chahye jb aik hee barr 2 ya 3 los aik sath hjayein to baqaya haftay kay liye tredes bnd kar dein
                  • #10 Collapse

                    Forex trading mai trade karte huye aap ko pareshan nahi hona chahiye aur aapko tense bhi nahi hona chahiye aap bilkul fresh ho to trade kare Kyunki agar aap tension mein Honge toh aap trade galat likhne ka Dar Hota Hai isliye ab Jab Bhi Pareshan Hoon Main tension mein hoon trading Na Kare
                    • #11 Collapse

                      dishurt to wakai banda ho jata hai jab trading mein loss ho to, loss ko biyan karny kay words hi nahi hoty insan kay paas aik insaan jis ko trading mein loss ho wo dishurt to ho jata hai lekin us ko ye chahiay kay wo apni himmat na hary or koshish karta rahy aaj nahi to kal us ko kamyabi zarur milay gi q kay kaha jata hai kay har raat kay baad din aata hai or har mushkil kay baad asaani ati hai is liay dont dishurt aap ko kamyabi mil jay gi
                      • #12 Collapse

                        Dear friend, ye to fitri amal he k loss pe insan pareshan ho jata he laiken himat or hosla nai harna chahey.ba,az oqat expert bhi choti se mistake ki waja se loss krwa laite hain but they learn from there mistakes.and do there best.
                        • #13 Collapse

                          G bro bilkul sahi kaha apnay. trader ko loss ho tw wo dishurt ho jata ha. lakin ye ziada tar aun traders k sath hota ha jo unexperience hon or kisi plan k mutabik nahi chalty. ek acha trader loss ko bhi hamesha trading ma jaga deta ha. kehnay ka matlab ye k hamesha asi strategy bana kr trade krta ha k agar loss ho bhi tw wo easily refil kar sakta ha. loss say bachnay k koshis tw karta ha lakin loss k waja say dishurt ho kar trade ni chorta.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Forex Trading main loss bi ha or profit bi hai humain kabi bi bohat zyda tension nae leni chaiye or humain khud pe control rakhna chie Forex Trading main throa thora profit lena chaiye agr hum loss ho jata hai to humain again se trading karni chaiye next time fresh mind se ku ke jo expert traders hian loss unko bi hota hai success sab ko nae hota hai.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X