Day ki nisbat night trading best hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Day ki nisbat night trading best hai
    Day per aik tu trading per zaida tawajo nai si ja skti koun ke sath sath aur bhi kafi masrofiat hoti hein lekin RAAt ko aik tu bnda relex hota hai aur sath sath market bhi fast hoti hai jis se km waqat main zaida bhtr trading ki ja skti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Day time mein international market off hoti hy bcz of Pakistan time zone aur raat ko hamary time k mutabaq open hoti hy
    • #3 Collapse

      Assalam o alaikum dear forex members.
      Dear apki se main ittefaq krtq hn nit main trading aik smooth level pa chalti hain aur day main trading k doran up and down chal raha hota ha mean kafi variation chal rahi hoti ha is lia 2nd time ko priority di jati ha to aik best sabit hoti ha.
      • #4 Collapse

        yes nisar bahi theek keh rahy hy trading ky liya day ya night ka kuch matkb nahi hota yi apny time ky hisab sy chalti hy ha wo alag bat hy ky ap ky pas time hy ky nahi per market apmy session ky hisab sy move karti hy behtr yahi rahy ga ky ap ko market ky time sy trade karni chahit=ya ager wo time ap sy miss ho jata hy tu phr w8 kar ly next time us mai chance daikhy ......
        • #5 Collapse

          Dear friend her trader ke apni aik strategy hoti hy, jo log scalping kerty hain ya jin ka account healthy nahi hota night trading best hy un k liay
          • #6 Collapse

            Trader ki apni life masrofiat ka bhi kafi amal dakhal hota gai lekin age day aur night main se choice ki jay tu night trading best hai koun ke is waqat market main teezi ka rojhan dekha jata hai aur km time lga kar zaida faida hasil karny ke chances hoty hein
            • #7 Collapse

              nai dear forex online business hay is main ham apni marzi say koi trades ya time nai bana saktay q k agar ap chahtay hain k night ko trades karain laikin koi session aur news din ko hogi aur jub aap night ko trading start karna chayengay to us wakt koi signal na hoga koi session nai hoga phir to aap hat dharmi ka muzahira karaingay tukkay say trades lagaingay to wo yakeenan apka stoplose hit karaigai aisa karnay say apko hamaisha lose ka he samna hoga aur kuch ,so hamr har wakt ready rehna chaye k kab kahan say konsa signal milay aur ham is main enter ho jayen.
              • #8 Collapse

                trading chahy suba k waqat krain ya shaam ko krain iss mai jkuch nai hai.haan ye hai k uba ko trading zara slow hoti hai q k market slow movee krti hai or iss mai profit or loss dono hi slow hotay hain jb raat k waqat ,arket tez hoti hai or profit or loss dono hi bohat tezi k sath hotay hain .chotay dill walay suba k waqat trade krain to acha hai.
                • #9 Collapse

                  Assalam o alikum. Bhai Jan. Rat ko trading karna din ki nisbat bohat acha he. Q ke din ko aur bi bohat sare kam hote hn. Aur insane ka dehan in kamo mn rehta he. Jis ki waja se agar insane rat ko trading kre tu WO bilkul relax hota he. Aur WO tensen free ho ke saloon se trading karta he.
                  • #10 Collapse

                    Slaam bhi jahan tak mera kiyal hai pakistan ma tu sham k waqat he trading best rati subha k time markit k koi pata nai hota kis traf jani hai sham ko kuch na kuch andaza lag jata hai ab markit kis tarf jai gi aur markit ma hal chal bi bout ho jati hai kyun k international markit close ho rahi hoti hai
                    • #11 Collapse

                      Han night trading main ye hai ke evening ke time jo hai updates ati hain un se humai bohat se fida ho sakta hai or different session open hote hain jis se market main achi movement ati hai or humain acha profit ho sakta hai Forex Trading main humain night time main jo hai wo market closing ke kuch hours phele jo movement hoti hai humain us se fida lena chaiye.
                      • #12 Collapse

                        bohat acha sawal ha ager hum ko trading sa achi earning karni ha to per hum ko day ka nisbat hum ko night ko trade karni hoge warna hum ko loss ho sakta ha esleya hum ko chaheya ka hum day ke nisbat night ko trade ko zeyada use kara to per hum ko achi profit ho ge q ka night ka time europe ma morning hote ha to per hum ko bohat achi profit hoge.........
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Dear brother gg hha hum ko day ki nisbat hum ko night ma trading kar na hum ko ak sayi kamm ha kion ka hum ko trading kar na mahum ko koi loss nahi ho ga or hum ko isi baht ma ka hum apni trading kalia hum ko night ma trading karna chay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X