Over confidence ka shikar traders nuqsan main rahty hein
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over confidence ka shikar traders nuqsan main rahty hein
    Har cheez ke bare main information hasil karna acha hai lekin bna kuch smjhy khod ko expert smjh kar trading ko esay le kar trading karny wale pal main hero se zero ho jate hein yeh un ka over confidence hi hota hai jo in ko is maqam tak le kar ata hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear dosto app sub ko btana chahta hon k forex trading main successful trader binany k liay zarori hy k app humisha trend ma trading kery kbi b over trading na kery werna loss hoga
    • #3 Collapse

      Overconfidence se khod ko bacha kar rakhna chaye isay se jahan profit km aur loss zaida ho jata hai wo is ley ke insan mehnat karna chor deta hai aur khod ko expert smjhna shru kar deta hai lekin us ko yeh pta hi nai hota hai agly lamhay market kon sI chaal chal rahi hai
      • #4 Collapse

        g Bhai bilkul sahi ha. trade ma over confidence nhi hona chayie. humay market k rules ko follow krna chayie. bht say dost over smart ho kr trade krty hain or aun ko yaqeena noqsan hi hota ha. khud pr confidence hona bht achi bat ha lakin jb hum over confident ho jaty hain aus ma phr ghalat qadam utha jaty hain or loss uthana parta ha
        • #5 Collapse

          confidance achi chez hai pr bohat zyada apny ap pr bhrosa krna k humain to loss ho hi nai skta huain loss ki trf ly jata hai .aaz dafa ye hota hai k hum analyysis kiye bgair hi trde kr detay hain k humain to yaqeen hai k humain ye profit hi gi mai bohat samjdarr ho.us mai bohat zyada loss ho jata hai.
          • #6 Collapse

            • #7 Collapse

              Forex Trading main hmesha jab bi Trading karian to bohat hi khud pe control kar ke trading karian ku ke Forex main jab bi Trading karte hain to middle se kabi bi trade na lain balke support or resistance ki base pe trading karain to bohat hi best hai otherwise bohat zyda mushkil ho sakta hai profit ko handle karna hamare lyie Foreox main over confidence ho ke kabi bi trading na karian.
              • #8 Collapse

                Re: Over confidence ka shikar traders nuqsan main rahty hein

                g ha ap bilkul thik keh rahy hy ap jab bhi trade kary to is baat ka khyaal rakhy k over confidence mat kary or yahi ap k liye behtar hy kiyun k jo loog confidence karty hy wo kabhi bhi is men trading nahi kar sakty or agar ap ko isse profite hasil karna hy to ap overconfidence mat kary tabhi ap is men kaamyaab ho sakty hy mery khayaal se ap ko esa hi karna cahiye nprofite hasil karny k liye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Over confidence ka shikar traders nuqsan main rahty hein

                  dosto forex trading ma ap ko hmesha confidence k sath he work krna chy kiun k confidence he ap ko ahca profit earn kr k dy skta hy lkin agr ap forex trading ma over confidence k sath kam kry gy to ap ko forex trading ma hmesha loss he ga ap kbi over confidence sy profit earn ni kr skty

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X