RSI ka gold pe asar

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    RSI ka gold pe asar
    Dear members kya RSI gold per asar andaz hota hai kyun kay gold bahut up ho aur jis tarha gold ki market mein kafi tezz movement hoti hai tou kia RSI indicator gold trading mein helpful sabit ho sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    RSI indicator bahut useful indicator hai aur gold ho ya koi aur currency RSI aap ko trend samjhnay mein bhi madad deta hai RSI indicator mein teen levels hotay hain 30 50 aur 70 aur market hamesha 30 sae 70 level kay darmayan hi move karti hai jab 50 cross kary to trend confirm hota hai iss sae kafi help milti hai
    • #3 Collapse

      Jahan tk Mera opinion ha to RSI indicator ki importance se inkar nhi Kia ja skta lekin ham iss pe fully trust bhi nhi kr skty.keun k ye indicator sometimes dhoka bhi de jata ha.agr AP fully trust k sath trading krna chahye hen to forex trading m sirf aur sirf VSA seekh Len .kbhi bhi apki trade loss m nhi jaegi.
      • #4 Collapse

        Yes dear Forex trading members relative strength index market trading me bahut zyada impact karti hai dear Forex trading members indicators aapko technical analysis ki understanding ke liye kaafi helpful hai Forex trading me fundamental impact economic calendar gain Hota Hai
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          bhai aap ny boht acha swall kiya hai aor abhi mera first month hai aor main ny rsi ko check kiya hai aor mujy to abhi tak ais ka koi faida nazar nahin aya jis tarf market jati hai us tarf ye chala jata hai baki jo experience rakhty hai wo he theek bata sakien gy beharhaal mujy to ye fazool laga hai

          اب آن لائن

          Working...
          X