Market movement ki bhi aik limit hoti hai for long time jis limit main reh ker hi
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Market movement ki bhi aik limit hoti hai for long time jis limit main reh ker hi
    Forex market kisi bhi pair main aesa nehi hai ky up ja rehi hai tou up kabhi stop nehi hoga ya down hai tou down stop nehi hoga market ki bhi long time ky liay movement ki aik limit hoti hai jisy agar apny read ker liay aur jab market wahan per ponch jaey tou ap trade open kerain tou yaqeeni profit hasil hota hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brother agr hum market ki movement ki limit ko study kr lain tu kafi fida hota hai sahi point s trade open hoti hai jasa ka agr market buy jati hai tu 1000 pips buy jana ka bad lazmi necha ati hai resistance or support lazmi tuch krti hai asa ho hi nahi sakta tuch na kara warna market sab currencies ko atna gira da ka ap soch nahi sakta is lia ya support or resistance lazmi rakhti hai or is point ko hum na pakarna hota hai jis s huma kafi fida hota hai
    • #3 Collapse

      Agar ham market ki previous movement ko judge kerty hain tou hamain ksi bhi pair main market ki movement ki maximum limit ka pata chal jata hai tou market kafi time period ky liay same limited points ky darmian hi movement kerti rehti hai tou jab kisi aik point per ponch kaey tou reverse order main trade profitable ho sakti hai
      • #4 Collapse

        Gee haan bhai aap ne theek kaha hai market hamesha up down tou hoti hai lakin yeh nahin hota kay up hai tou up hi rahay gi ya down hai tou down hi rahay gi balkay yeh mein countries aur unn ki currency kay rates up down honay ki wajah se up down hoti rehti hai
        • #5 Collapse

          Ap ny nai kaha h stock exchange mein jb bhi kisi cheez ki trading ziada hoti h us sy up down chlta rehta h is liey kisi aik cheez ka rate kabi up ya down nhein rhta kuch deir tk chlta h is ley dollar per trading krni chahey Q k us mein loss k chances bahout km hoty hein aur ap apny ap ko ko market mein kamyaabi ki truf agy berhta hoa mehsoos krty hein
          • #6 Collapse

            Gee haan bhai market ki movement same nahin rehti yeh change hoti rehti hai aur iss mein changing uss waqt hoti hai jab america ki currency dollar ki value mein change aati hai kyun kay iss waqt dollar dunya mein reference currency hai
            • #7 Collapse

              han Forex market main bilkul esa hai ke humain wait karna chiaye top se trade leni chaiye or agr down ho pair to down se buy karna chaiye but hmesha right time ka wait krain trading main profit lene ke liye ye boha thi zaruri ha hamare liye ke hum hmesha Forex ki market main profit ke lie sahi time ka wait karian jo ke bohat hi zarui hai successful hone ke liye.
              • #8 Collapse

                jee sir ap ny theek bat ki hai k market ki bee ki aik limit hoti hai ager us limit ko cross ker ly to hamain es mien loss ya profit bee ho sakta hai es lye hamain es mien aa ker mehnat ker k earning kerny k lye try kerna chahye
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Bilkul mein apki bat se fully agree karta hun aur market almost jab aik point ko tor kar nikalti hey to us se agey waley point yeni support ya resistance par jakar break karti hey aur yeh best time hota hey keh hum us par trade le saktey hein aur wahan se achi income earn kar saktey hain.
                  https://t.me/pump_upp

                  اب آن لائن

                  avatar Ayn
                  Working...
                  X