market sentiments kya hain?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    market sentiments kya hain?
    dear members always confused on market sentiments koi senior expert trader btay ga ky yeh market ky sentiments actually hoti kya chez hai kya yeh market ka fundamentals aor technical analysis ky drmayana hissa ya in dono ka tajzeya mil ky bnta hai isko clarify krny ki zarorat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sentimentals wo hoty hain jo market ma aap technicals aur fundamentals dono ka jaiza lety ho aur markets say hat kar jo halato wakiaat mulki aur bairooni satha par chal rahy hooty hain un par nazar doraai jaati hai k kis tarha market ko wo mutaasir kar sakty hain.
    • #3 Collapse

      Market sentiments woh effects hoty hain jo forex per international economic growth ya crises ki waja sy market per perh rehy hoty hain ky jin ko waja sy market main aksar ap dekhty hain ky previous resistances aur supports jo maximum hoty hai woh bhi break ker ker market bahot pressure main chal rehi hoti hai tou yeah in effects ki waja sy market main aesa ho raha hota hai jisy ap sentiment kehty hain
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Bhai mujhy yahan forum main posting kerty huey bhi kafi aersa ho gia hai aur forex market main trade kerty huey bhi tou jahan per kisi thread main sentiment ka lafz ata hai tou main usy reply hi nehi kerta lekin sentiments uper ky threads sy hi mujhy bhi samajhny ko kuch mily hain ky market sentiments asal main market per pressure ko kehty hain

        اب آن لائن

        Working...
        X