Loss ko manage karna he asal Trading hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss ko manage karna he asal Trading hai
    ASLAMUALEKUM fellow members and friends loss part of the game hai yeh sub traders ko pata hai aur successfull trader ko yeh bhe pata hota hai dunya main koe aese strategy nahe jo loss ko avoid kar sake yeh kise strategy ke buss ke baat nahe agar ek expert trader bhe loss avoid nahe kar sakta to phr farq kya hoa ek achy trader aur normal trader main mare fellow members yeh baat zehan main rakh lana ke sirf aur sirf ek farq hai experts main aur newbie main ke expert trader apne losses ko manage karta hain apna pora account ek trade main nahe jhonk daty jub ke newbie loss lata hai wo itna bara hota hai ke whole account single trade main lose kar data hai. Iss lea seekhna hai to loss ko manage karna seekhn Trading khud he aje ge
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai aap nay bahut achi baatain ki hain aur agar hum apni trades ko manage kar kay kaam kartay hain trade laganay se pahele money management kartay hain tou hum loss se bach saktay hain aur agar humain loss ho ga bhi tou kam ho ga
    • #3 Collapse

      G bhai bilkul asal me trading ha hi management agr ap ki management achi ha ap loss aur profite ko ache se manage kr skty ho tu your are boss of trading es k lye money management ka hona bht zruru ha koi bhi strategy itni perfect ni hoti k jo ap ko sirf profit de ap k sl aur tp taqreebn same same hit ho rhy hoty haen ya kbi tu sl ziada bhi hit hi jaty haen tu us k lye money management hi ap ko bacha skti ha loss se.
      • #4 Collapse

        Yeah Palace comment karna Sikhaya Agar aapko yahan par nuksaan ho jata hai working karne mein koi problem ho Jaise karna padta hai toh aapko chahiye kya ye log apne aap ko Mange karna sikhe Jaise aap ki working copy Aage Ki Taraf Ja sakti hai aapko market ka idea nikal sakte hai jisse aapko management Kar Na hoti hai aur aapka Adnan CHS a long time ke liye nikal sakta hai
        • #5 Collapse

          G ma bhe aapki ess bat say agree karun ga. Jitney log bhe hain trading main un ma say aksar trading plan kay baghair aur trading strategy kay baghair trading karty hain. Aur phir agar unko loss hota hai to wo forex market ko blame karty hain k yahan par profit ho he nahe sakta. Magar jo log forex ko sahee tareeky say follow kart hain aur proper ess kam par tawjah dy kar koi plan aur strategy bnaty han wo kamyab ho jaty hain.
          • #6 Collapse

            Loss ko agr mange na kia jay tu us trading aur us trader ka koi faida nai.Profit hasil karna itna mushkil nai hai jitna loss ko manage karna hota hai is se is bare main knowledge aur expert se advise leni chaye tah ke kbi bhi is qisam ki koi pershani paish na aye
            • #7 Collapse

              Aik achy trader ki management ka wahan pata chalta ha jb loss ho jay aur usko recover krna par jay to yeh asal experience ho ga aur isi pa phr us ki kamyabi ho gi q k trading to har banda kr sakta ha maagr loss ko recover krna kar koi ni kar sakta is lia loss managed krna serkha jay. Thanks dear members
              • #8 Collapse

                Loss ko har sorat main manage karna chaye koun ke asal jeet yehi hoti hai.Har waqat profit ki koshsh main rahna aur loss ke bare main na sochna bhi bura hai koun ke is business main loss ata hai aur us ke bare main timely plan achy trader ki zamanat hoti hai
                • #9 Collapse

                  Koi bhi business aesa nai hay k jis main loss na honisi tarha forex trading main bhi loss aur prifit dono hi hote hay par jinnew trader hay wo loss ko manage kar lete hay achi stretiges aur ache analysis kar jab k jo new trader hay wo aik hi bar apne account ko double karne k chakar main apna zada loss kar dete hay so lossko manege karna sikhe aur achi stretiges ka istmal kare
                  • #10 Collapse

                    G Hn Dosto bht sy trader aisy hoty hy jo trading ma loss kr lyty hy or phr os loss ko manage b kr lyty hy or recover kr profit ma change kr lyty hy ye he asal trading hy or aisy trader he bry trader khelaty hy or jo es loss ko manage ni kr paty hy or mazeed loss ko krwa lyty hy ye whe trader hy jin ko trading ni ati wo bs time pass krty hy forex ma
                    • #11 Collapse

                      forex trading main loss se bachny or apny account ko save rakhny k liye hmain apni trading main lot size kam rakhna chahye jo tradors apny capiatl se zeyda ki lot lga dety hain wo apny account se bhi hath dho bathty hain tu kbhi bhi bari invest k sath trading nahi karni chahye smal invest ks ath apni trading karen smoothly trading he sub k liye faida mand hoti hai
                      • #12 Collapse

                        lossko manage karna ana chaiye apne loss ko through proper knowledge and training and experience control kar saktay hain. Aur ager hum quality knowledge le lety hain tou apni profit ko maximize aur loss ko minimize kr sakty hain aur mazeed yeh k hamein chaahiye k apni trading mein stop loss and take profit tool ka istemal krein.
                        • #13 Collapse

                          trading karty howe hamy loss be ho jata hain or bonus be milta hain loss ky bad hamy tence nahi hona chahey balky apne galtiyo py gur karty howe mahnet sy kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or ache earning hasial kar saky gy forex mai loss ko mange karna bohat zarore hota hain yai kabe be band na hony wala business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            trader ku trade opebn kerny say pehlay khoob analysis kerny chahyye jitni mehnat ker sakta ha trader trade open kerny say pehlay ker lay. ager trade open hu jai or loss equity ki range say bahar hu tu recover kerna mushkil hu jatta ha.

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X