kuch free margin humainy emergency kay liey bacha kar rakhna chahiey

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    kuch free margin humainy emergency kay liey bacha kar rakhna chahiey
    dear traders ap se guzarish ha ka ap aik hi big lots na laga lia karay balkay apni lots itni select karay kay pass kay pass margin kuch baki reh jaey mean agr trade loss zada ho gi or hum osay tub tak hedge nehi kar saktay hain jub tak humaray pass kuch free margin na ho phr agr ap kay pass margin negative ho ga to phr ya to ap ko trade loss me katna ho gi ya phr ap ko account wash honay ka wait karna paray ga is liey apni lots itni lagaey capital kay hisab se ka ap emergency me kam az kam aik trades or bad me open kar sakay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee bhai agar hum apni trade ko manage karain aur aik ya dou se zayada trades open na karain tou hum kabhi bhi free margin ki kami mehsoos nahin karain gay humaray pas itna balance ho ga kay humain koi perashani nahin ho gi
    • #3 Collapse

      G bhai darasal lots ko manage krna bhi bht berhi maharat ha lots ko apny account size k mutabik manage kr k lagana chaye agr balance kem ho ga aur lot berhi ho tu definitely jb trade thora sa bhi negtive jaye ge tu ap ka account wash ho jye ga.margin bacha k rakhna bht zruri ha ta k agr hamari 1 trade loss me jati ha tu 2sri hm le sakaen.us se profit le k loss bhi recover ho jaye aur pfofit bhi kama laen.
      • #4 Collapse

        Daikho g forex trading main trading jab bi ap kro ap ko chahiy k ap bilkul thori lot size k sath trading kro kio k jab ap ziada lot sy trading kro gy to ap ko preshani ho sakti hy aur jab forex trading ki market main koi news hoti hy to achanak ziada movement sy ap ka account balance wash hony ka khadsha ho jata hy to is liy safe trading kro aur km lot k sarth trading kia kro
        • #5 Collapse

          Samiyappa sometime running karne ke liye yaha par kuch bhi type kar margin required hota hai aur hum is margin ko kabhi bhi kisi bhi time Paramesh Ki Zaroorat padh sakti hai isliye Hame chahiye ki hum itne Jyada Se Jyada captain emergency ke liye bhi Rakhenge mereya emergency recover karne mein Hamari bahut jyada help karti hai aur main kaam karne ke liye ek achha wala platform provide karti hai
          • #6 Collapse

            Trading us hisab se karni chaye aur khas kar lot ka istamal asay karna chaye ke free margin har waqat ap ke pass mojod ho tah ke jb bhi us ki zarorat pary time se us ko us kar apni trading main positive change le kar ana chaye
            • #7 Collapse

              Free margin ke ley is ley tu zor dia jata hai ke is ko har hal main bacha kar rakhein koun ke jb ap ke pass yeh nai ho ga tu apki koi aur trade open nai ho gi jis ka apko loss ho ga koun ke kisi time per trade open karna zarori hota hai jis se profit ana hota hai lekin free margin array aa jata hai
              • #8 Collapse

                G han ap ki bat bilkul theek hay k hum hab bhi koi trade karte hay tou humare
                Pass account main free margin lazman hona cahiay ia se ap.k pass next trade k liay kuch margin bach jata hay jis se humae next trade karne maun asani ho gi aur loss ki surat main bhi hu are pass free margin hota hay
                • #9 Collapse

                  Dear frend ap ny bhot acha topic start kiya hai k hmy kuch frre margin rakhna chaye ta k jb hmy loss ho to kuch na kuch bouns hmary pass mojood ho ta k hmara accoun washed hone sy bach jaye mera accoun jab b washed hova hai yahe 2 waja thi aik to mai koi free margin nai chorti or dosra stop loss use na karny ki waja sy es liue mara sab ko yahe idea hai k ap in 2 chezo k lazmi apne zahen mai rakhy.
                  • #10 Collapse

                    G free margin ka apny pass hona nehaayat he zaroori hai. Bina free margin kay aap trading nahe kar sakty hain aur jab aap ye daikhen kay ap ka margin kam ho raha hai ya phir bht zaida kam ho gaya hai to koshish karen k bary lots size wali trades ko close kar dain kun k phir apko margin call aana shuru ho jaay ge. Aur aapke ttades khud bakhud he close hona start ho parin ge.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      forex trading main trading k liye free margin hum apni trade k liye aik he soaart main rakh skty hain k hum, apni tading main lot ko kam se kam set karen es se yah hota hai k humin aghr loss bhi hota hai tu hmaru pass margin hota hai k hum apni agli trade ko lga saken apny los ko cover arny k liye tu hmaisha choti lot ks ath trading karen

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X